~*~My collection-~*~old & new~*~

75375 views 2186 replies
Reply to Topic
~tasha~

Age: 125
Total Posts: 47628
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
The Road to Nowhere


To travel the road to nowhere.
The soul's dark amazon.
Eternal peace is anywhere,
the mind might set upon.

To travel the road to nowhere.
To know you're really gone.
And when you finally get there,
to find your god is Ron.

There's something in the cupboard, boy.
There's something in the dark.
There's something in the cupboard, boy,
that leaves a lasting mark.

There's something in the cupboard, boy.
Old secrets gather dust.
There's something in the cupboard, boy,
that reeks decay and must.

To travel the road to nowhere.
Reading signposts from beyond.
As self-deceit completes defeat,
a cold ghost light is shone,
on Ron. On Ron.

He learned to sham at his father's knee.
He knew the power of story.
He lived by lies and fantasies,
and dreamed of fame and glory.

So travel the road but beware,
for he drew an arcane map.
His weak and dismal followers,
could see no fatal trap.

But in his inner circle,
his worth would soon reveal.
To those that rail and cavil,
he'd crush beneath his heel.

There's something in the cupboard, boy.
The sweetest scent of musk.
There's something in the cupboard, boy,
as warm and moist as lust.

To travel the road to nowhere.
It's not the smoothest ride.
To have all faith you must defer,
to a self-referring guide.

To travel the road to nowhere.
To avoid the rush and throng.
Unravel in the space of somewhere,
and sing a specious song.

There's something in the cupboard, boy.
It's got an evil breath.
There's something in the cupboard, boy,
that toys with fear and death.

To travel the road to nowhere.
And wield your magic wand.
A shuffling prisoner of despair,
when fragile hopes abscond.

To travel the road to nowhere.
A funeral dress you don.
All truth is moulded out there,
like a Sci-Fi writer's con.

There's something in the cupboard, boy.
You hear it scratch and whine.
There's something in the cupboard, boy,
both bedevilled and divine.

To travel the road to nowhere.
To follow a different sun.
To travel the road with due care,
not to end as you begun.

To travel the road to nowhere,
to life's grim denouement.
Be sighted by the cross hairs,
released from earthly bond.

To travel the road to nowhere.
Your face is drawn and wan.
Your self-belief masks hidden grief,
while the thief of time moves on.
Posted 27 Dec 2006

~tasha~ says
Posted 13 Nov 2007

~tasha~ says
The more you give, the more you get
The more you do unselfishly,
The more you live abundantly.
The more of everything you share,

The more you laugh, the less you fret.
The more you'll always have to spare.
The more you love, the more you'll find
That life is good and friends are kind.

For only what we give away,
Enriches us from day to day.
Posted 13 Nov 2007

~tasha~ says
Posted 13 Nov 2007

eshajam says
wow where was i
Posted 13 Nov 2007

~tasha~ says
thanx jam
Posted 13 Nov 2007

~tasha~ says
very nice king
Posted 14 Nov 2007

~tasha~ says
more plz
Posted 14 Nov 2007

~tasha~ says
Ager Kabhi Janna Chaho ..!!
Ager kabhi tum jaan na chaho ke ..
tum mere liye kiya ho tu sun lo....
meri her saans mein tum ho
meri her dhadkan mein tum ho
meri har aahat mein tum ho
meri her chahat mein tum ho
mere her lafz mein tum ho,
her naam tumhara naam hai..
her baat tumhari baat hai..
her lafz jo mere lab per hai..
woh tumhara kaha huwa hai..
her lamehin mere zahen mein tum ho ..
her khawab mein tum ho..
her nazar mein tum ho..
her lamhein mere khayyalon mein tum ho..
her yaad tumhari yaad hai,
her yaad mein tumhare yaadein hein..
her chehre mein tumhara chehra hai..
her sitare mein lagta hai k..
tumhara kangan chamak raha hai..
her khushboo tumhare badan ki khushboo lagti hai..
chand mein tumhara chehra dikhta hai..
meri her aadat tumhari aadat hai..
mera yeh jivan tumhare naam hai..
meri zindagi tumhare naam hai..
meri zindagi tum se hai..
meri pehli aur aakhri Mohabbat tum ho!
Posted 14 Nov 2007

~tasha~ says
Rakhey Khuda Ne Do Raastey
Rakhey Khuda Ne Do Raastey
Mujhe Aazmaney Ke Liye
Woh CHor Dey Mujhe Ya Main Chor doon Usey Zamaney Ke Liye

Kese maang Loon Rab Se Usey Bhool Janey Ki Dua...
Hath Uthtey Nahi Hain Dua Mein Usey Bhool Janey Ke Liye

Nahi Ki Zindagi Mein Maine Koi Bhi Neki...
Par Perhi Hain Chup Ke Kuch Namazein Usey Pane Ke liye

Nahi Hai To Na Sahi Wo Qismat Me Meri...
Per Ek Moqa To Dey Usey Aey Rab Ye Ansoo Dikahne Ke Liye
Posted 14 Nov 2007

~tasha~ says
Suno Hum tum se kuch kehna chahte hain,
Is tees ko is dard ko hum sehna chahte hain.

Jis ko kabhi sheesha kabhi aaina kehte ho tum
Seene ke us muqaam mein hum rehna chahte hain.

Maujon ka daar nahi hai ,sahil se nahi hai pyaar,
Bas tham lo hume tum hum behna chahte hain.


Aankhon ne baat karli, nazroon ne bhedh khola,
Ab hont kaampte hain kuch kehna chahte hain

Kya yaad karoge hum ko jab paas hum na honge,
Tere khuwab mein khayal mein hum rehna chahte hain.

Khayal mein tere aks se yeh sab to keh chuke hain,
Tere saamne gar ho ijaazat kehna chahte hain.
Posted 14 Nov 2007

~tasha~ says
meray humsafar meray humnasheen
main ne rab say manga tu kuch nahi

mainay jab bhi mangi koi duaa
nahi manga kuch bhi teray siwa

ye talab kiya kay meray khuda!
sabhi rahatein,sabhi chahatein
wo ata kry tujy manzilein... .

meray pas jo bhi wo hai tera
nahi aur kuch bhi teray siwa

meri dosti,meri zindgi...
mera illm bhi, mera naam bhi
kay meri subha, meri shaam bhi
kay jo mil skein mery daam bhi
wo sabhi kuch tujay atta kary

meray chaaragar tu yakeen tu kar
mujhy mangna tu na aa saka

mainay phir bhi mangi yehi duaa
kay gwaahi dey ga mera khuda

mainay jab bhi us se talab kiya
nahi manga kuch bhi "TERE SIWA".

Posted 15 Nov 2007

eshajam says
WOOOW both of you are just..just..
mind blowing

Posted 15 Nov 2007

~tasha~ says
iss se pehley keh shaam ho jaey
aur tu bila wajeh badnaam ho jaey
Aoo wapis hum ghar jaein

aur gaon ke baher choraahe se
hum apne apne daggar jaein

phir itfaaq se kabhi zindagi ke sharaah par
jab hum tum hoon apni apni raah par
humare raaste aik doojey se takar jaein
tu bina pehchaane aik doosrey ke pass se
ban ke ajnabi hum guzzar jaein

chahein tu door bhi hum jaa sakte hein
aur aik duniya nai hum basa saktey hein
lekun woh jo dekh ke hum ko jeete hein
aur jin ko chod ke hum chale hein
unhein bhi munh dikhana hey samaaj ko
waqt badle ga hey mujh ko yeh yaqeen
lekun be bas wa majboor hey piyar aaj tu
aao wapis hum ghar jaein
Posted 15 Nov 2007

~tasha~ says
eshajam said:

WOOOW both of you are just..just..
mind blowing



thx jam
Posted 15 Nov 2007

~tasha~ says
thanx king
Posted 16 Nov 2007

~tasha~ says


PasKhawabon ka aik jazeera ho
jugnouon ka jahan basera ho
.

koi wahan tak jaa nah sake
aana janaa sirf tera mera ho
.

batein hoon sargoshiyan hoon
muskrata tera chand chera ho
.

zulfon se teri mein khela karon
teri palkon ka mujh pe pehra ho
.

jheel kinare jugno hoon mehve raqs
dhalti shaam ka surmai sa andhera ho
.
chand sitare istiqbal kiya karein

uss nagar jab bhi humara phera ho
.

nah khatam hone wali hoon batein
aisi raat ka kabhi nah sawera ho
.

meri nazrein kiya karein parastash
aur tawaf ke liye hussan tera ho.
.

aisi ho duniya jahan sab ik se hoon Jimmi
nah ho koi chota,nah koi vadera ho
Posted 16 Nov 2007

cutefriend says
Posted 17 Nov 2007

Miss mine says

wow tashu nice collection   
Posted 17 Nov 2007

eshajam says
ya very nice
Posted 17 Nov 2007

eshajam says
KING OF JB said:

thansk yaar


Both of you are Most Welcome Dear ones

keep it up
Posted 17 Nov 2007

~tasha~ says
thx cf, minez, jam

Posted 18 Nov 2007

~tasha~ says
Wo kah kar chalay itni mulaqat bohat hai,

main nay kaha ruk jao abhi raat bohat hai


ansoo merey tham jain to phir shoq say jana

aisay main kahaan jao gay barsaat bohat hai



Kaanton Se Guzar Jaanaa Sholon Se Nikal Jaanaa

Phuulon Kii Bastii Main Jaanaa To Sambhal Jaanaa


Din Apnii Chiraagon Ki Maanind Guzarte Hain

Har Subah Ko Bujh Jaanaa Har Shaam Ko Jal Jaanaa



Bachchon Hi Si Fitrat Hai Ham Ahl-e-muhabbat Ki

Zid Karnaa Machal Jaanaa Phir Khud Hi Sambhal Jaanaa



Vo Shakhs Bhalaa Mera Kyaa Saath Nibhaayegaa

Mausam Ki Tarah Jis Ne Siikhaa Hai Badal Jaanaa
Posted 18 Nov 2007

Fairl_Girl says
KING OF JB said:

Aik Baar Kaha Tha Uss Ne Mujh Ko

Main Hanste Achi Lagta Hoon

Iss Baat Ko Pahroon Yaad Main Kar K

Aab Pal Pal Rota Rahta Hoon

Jin Ankhoon Ko Dekh Kar Kaha Tha Uss Ne

Inn Se Maat Main Ne Khai Hai

Inn Ankhoon Main Aab Kuch Bhi Nahin

Bas Aik Hi Ghum Ki Parchai Hai

Uss Ka Yah Kahna Yaad Hai Mujh Ko

Tum Se Pyaar Main Karti Hoon

Har Pal Meray Sath Hoti Ho

Haan Yah Iqrar Main Karti Hoon

Woh Duur Suhanay Sapnoon Ka

Subh Jhoot Per Mabni Nikla Tha

Tum Pahchanny Se Bhi Inkari Thay

Yoon Roop Tumhara Badla Tha

Aab Haal Hai Apna Kuch Aisa

Subh K Tanay Sunnta Rahta Hoon

Tum Meray Thay Tum Meray Ho

Aab Subh Se Yahi Kahta Hoon

v nice
Posted 19 Nov 2007

Fairl_Girl says
~tasha~ said:

Wo kah kar chalay itni mulaqat bohat hai,
main nay kaha ruk jao abhi raat bohat hai


ansoo merey tham jain to phir shoq say jana
aisay main kahaan jao gay barsaat bohat hai



Kaanton Se Guzar Jaanaa Sholon Se Nikal Jaanaa

Phuulon Kii Bastii Main Jaanaa To Sambhal Jaanaa


Din Apnii Chiraagon Ki Maanind Guzarte Hain

Har Subah Ko Bujh Jaanaa Har Shaam Ko Jal Jaanaa



Bachchon Hi Si Fitrat Hai Ham Ahl-e-muhabbat Ki

Zid Karnaa Machal Jaanaa Phir Khud Hi Sambhal Jaanaa



Vo Shakhs Bhalaa Mera Kyaa Saath Nibhaayegaa

Mausam Ki Tarah Jis Ne Siikhaa Hai Badal Jaanaa


Posted 19 Nov 2007

Fairl_Girl says
KING OF JB said:

Woh dilkash adaa teri
    Woh natkhat bankpan tera
pahli nazar me hi meri jaan yen le gayi
    Karna chaha dilpe laakh kabu
Bekaabu fir bhi kar gayee .


Woh sharmse palken uthana
    aur fir holese jhukana tera
Kar gayee dilpe war aisa
    Kahneko to hum margaye
Magar dhadkane chalti rahi.
                                                                                   

Chehrepe woh masumiyat ki jhalak
    Aur shokhipe hayaa ki rounak
Dekhker koi bhi jise saham jaye
    Jaise ki dekha ho koi Hoor
Ya aasman ki pari.


Ab to ya Rab ye haal hai mera
    Na raha gharka pata
Na rahi apni khabar
    Lamhe guzarte gaye kuch aise
Bhool gaya ki kab subah huwi
    Aur kab shaam dhali.

Posted 19 Nov 2007

Fairl_Girl says
KING OF JB said:

Aankh khuli to phir khwaab chale gaye
jii behlane ke saare bahaane chale gaye

yaad rehta nahi kuch bhi yaad kiye bina
yaadoN me khokar jeene ke sahare chale gaye

gham bhi gaya, khushiyaN bhi gaye
ek ek karke sab yaar chale gaye

har tasawwur me dekha tere chehre ko
har shaks ko khuda banakar chale gaye

chupaya na jaye logoN se meri dil ki raghbat
teri furqat ke sholay ragoN me chupakar chale gaye

sirf dil hi tha tera sabse bada khazaana 'jags'
phir kyun usey ek ajnabee pe lutakar chale gaye

Posted 19 Nov 2007

~tasha~ says
thx fg sis

v nice poems king
Posted 19 Nov 2007

~tasha~ says
Posted 19 Nov 2007

~tasha~ says
Na Umeedin Kisi Se Rakhtey To Acha Hota
Ietbar Na Kisi Pe Kartey To Acha Hota


Sabaq Deta Hai Zamana Yeh Auron Ko Giraney Ka
Sahara Na Kisi Ko Samjhtey To Acha Hota


Yaqeen Apni Kamyabi Ka Kisi Ko Kab Hota Hai
Taqdeer K Muqabil Na Hotey To Acha Hota


Sochtey They Ietbar Andha Ho Ga Dewawa Tum Per
Na Khuwaab Jagtey Main Dekhtey To Acha Hota


Na Chahtey Tum Kisi Ko Na Koi Tumheen Poojta
Na Achey Kisi Ko Lagtey To Acha Hota


Darya Mohabbat Ka Kab Koi Paar Karta Hai
Na Mohabbat Kisi Se Kartey To Acha Hota
Posted 19 Nov 2007

~tasha~ says
About a rose forgotten,
Diamond spoke of a tear,
And on clear waters,
Born jubilant, purity swan.
Casta smile, light shaken,
Sharp in the face,
Seeing so much beauty.
Kiss on the cheek
Sun's moribund.
Ave, flowers, stars,
Tears lit.
In sadness, or perhaps
Longing for lost,
Of those not words,
Word buried.

We just words!
The lips are closed
Lip not shout,
What lead in the soul.
And on that pink forgotten
At some bank plaza
Be Saved
Those words.
We will never Let's soul.!
Posted 19 Nov 2007

Reply to Topic