Forums
Poetry Cafe (English)
~*~My collection-~*~old & new~*~
Reply to Topic
~tasha~
Age: 124
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
The Road to Nowhere To travel the road to nowhere. The soul's dark amazon. Eternal peace is anywhere, the mind might set upon. To travel the road to nowhere. To know you're really gone. And when you finally get there, to find your god is Ron. There's something in the cupboard, boy. There's something in the dark. There's something in the cupboard, boy, that leaves a lasting mark. There's something in the cupboard, boy. Old secrets gather dust. There's something in the cupboard, boy, that reeks decay and must. To travel the road to nowhere. Reading signposts from beyond. As self-deceit completes defeat, a cold ghost light is shone, on Ron. On Ron. He learned to sham at his father's knee. He knew the power of story. He lived by lies and fantasies, and dreamed of fame and glory. So travel the road but beware, for he drew an arcane map. His weak and dismal followers, could see no fatal trap. But in his inner circle, his worth would soon reveal. To those that rail and cavil, he'd crush beneath his heel. There's something in the cupboard, boy. The sweetest scent of musk. There's something in the cupboard, boy, as warm and moist as lust. To travel the road to nowhere. It's not the smoothest ride. To have all faith you must defer, to a self-referring guide. To travel the road to nowhere. To avoid the rush and throng. Unravel in the space of somewhere, and sing a specious song. There's something in the cupboard, boy. It's got an evil breath. There's something in the cupboard, boy, that toys with fear and death. To travel the road to nowhere. And wield your magic wand. A shuffling prisoner of despair, when fragile hopes abscond. To travel the road to nowhere. A funeral dress you don. All truth is moulded out there, like a Sci-Fi writer's con. There's something in the cupboard, boy. You hear it scratch and whine. There's something in the cupboard, boy, both bedevilled and divine. To travel the road to nowhere. To follow a different sun. To travel the road with due care, not to end as you begun. To travel the road to nowhere, to life's grim denouement. Be sighted by the cross hairs, released from earthly bond. To travel the road to nowhere. Your face is drawn and wan. Your self-belief masks hidden grief, while the thief of time moves on.
eshajam
Age: 36
6339 days old here
Total Posts: 15689
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
more
i bet it will be soon
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
now it's ur turn
Miss mine
Age: 124
6415 days old here
Total Posts: 10587
Points: 0
Location:
,
~tasha~ said: Wo mujh sy besabab uljha nahi tha. Wo pehlay to kbhi aesa nahi tha,,,,, Bohat aala tha us ka zarf liken? Wo meri zaat ko samjha nahi tha. Wo jis bey rukhi sy chal diya tha,, Main itna bhi giya guzra nahi tha. Usay main kiyon bura theraon yaro. Bohat acha tha, fqat mera nahi tha
gud
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
waiting....
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
wow!
sun_shine
Age: 124
7017 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Mausam ki tarah badal jaate kuch log Khuda na kare iss daur se guzare koyii dost... Fhikrr karte rahen hum jinnki raat dinn Dekho wo shaksh kitnne karib se guzaraa Ajnabii tarah... Har Rang Roop k dhaache mai dhal jate kuch log Kaash logon ki sohbat ka asaar hum par bhi hoota.... Waqt nahi thaharta kisi ke liye Kuch badal kar kuch naya tazurrba de jaata.....
Miss mine
Age: 124
6415 days old here
Total Posts: 10587
Points: 0
Location:
,
eshajam
Age: 36
6339 days old here
Total Posts: 15689
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
thanx to all
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kya hassen agaaz tha who, Chand tha ya aftaab tha who, Hume yakin nahi hai unke bichhdne ka ab tak, Utna haseen khwab tha who. Andaz-e-ishq me hum to har ke beth gaye jaan, Meri zannat-e-mahhobbat ki shaan tha who, Mere Anshumaan me ab tak basaa hai unka ehsaash Esa mera pyara mehboob tha who. Ajj bhi sanse mahsoos ho rahi hai unki, kya haseen ehsaas tha who. Hum bhale ho jaye hum-zameen par na hongee mahobbat kis aur se, Mile hai wo Wafa-e-ishq hame ki ajj bhi Dil-e-shamil hai who.
eshajam
Age: 36
6339 days old here
Total Posts: 15689
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kuch shikayatein baaki hai dil mein, Dil tootne ke is haadsat ke baad, Khabar teri yun aati rehti hai har dum, Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad... Charcha hota rehta hai deewano ka yahan, Har jaan ek jist jaise nazar aati hai, Baithe baithe koi surat yaad aati hai mujhe, Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad... Khamoshi mein aahat gunjti hai kanon mein, Jaise bula rahi ho dekar mujhe awaz, Achanak log kyun daudne lagte hai, Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad... Naaz hai kyun mujhe apni mohabbat par itna, Ke yeh dil tujhe chahne ki zid par hai, Khwaab har pal toote nazar aate hai, Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad... Rabta ishq se rakha maanga khuda se mehboob, Khatm kiye ranj saare ki dosti dushmano se bhi, Haalat jazbaat ban kar beh jate hai dekhkar tujhe, Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
jism hun mein per mujhmein koi jaan nahi dil to hai paas per ab ismein koi armaan nahi chin gayi jo khushiyaan to rahi koi iccha baki nahi chala gaya jo ik baar phir wo lauta wapis nahi cha gaya jo uska khumaar chahat bhi ab koi baki nahi kho diya jo pyar ik baar mila wo phir dubara nahi kaash! mil jata wo mujhe to usay jane kabhi deti nahi jism hun mein per mujhmein koi jaan nahi
eshajam
Age: 36
6339 days old here
Total Posts: 15689
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
zindagi ko bina pyar koi keysey guzarey mehbob ki ankhoon main bari baat hai peyarey attey hain zameen per kabhi yeh chan sitarey mehbob ki ankhoon main bari baat hai pyarey iss umer main baan jaey gi koi tu kahani tenha nahin katati hai yeh medhoosh jewani koi nea dilber chuno kitni haseen raat hai chup key koi dharkan suno keh do jo dil main baat hai miltey hain naseboon sey yeh banhoon key seharey mehboob ki ankhoon main bari baat hai pyarey baan jao kissi key kissi ko apna bana lo pelkoon key jherokoon main koi sapna saja lo yadoon main tum khoey reho sarey jehan ko bhool key zulfoon taley soey rehoo bheghey laboon ko choom key nazroon main basa loo sabhi rangeen nazarey mehboob ki ankhoon main bari baat hai peyarey zindagi ko bina peyar koi keysey guzarey
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kabhi dil jala kabhi jaan bhe Kabhi kho gaye muskan bhe Me apno ka kabil nahi raha Ya jantay ha anjan bhe Meray sath aksar rahtay hay Katil meray mehman bhe Dharte per zulam dakh kar Roota ha asman bhe WO badal gaya Kuda sa jo Farishta tha bana shaytan bhe bas zara zara se ranjishay na bhola saka insan bhe
Miss mine
Age: 124
6415 days old here
Total Posts: 10587
Points: 0
Location:
,
gr8 compilation tashu
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
thx dears
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ye zindagi itani ajanbee kyun hain Kisi pal khushi to dusre pal nami kyun hain Khush ho jaun main kis bat par Kis bat par gum main simat jaun Na jane mujhe itani bekasi kyun hain Banati hun pani par nishan bar bar Ye lakeere banker mit jati kyun hain Koi lamha thamne ki khwahish to hai Par ye ghadi humesha chalti kyun hai Parchaiyon ke peeche bhagte hain kadam Phir sochte hain ye parchaiyan banati kyun hai Sab kuch to hai pas phir kami lagti kyun hai Jiske ke liye chale hum tanha tanha Aaj wo manzil itani udas si kyun hai Ek pal to lagta hai mil gaya sab kuch mujhe Doosre hi pal lagta hai ek talash si kyun hai Chaht to hai mujhe is zindagi se bahut Phir na jane kuch shikayat si kyun hai
eshajam
Age: 36
6339 days old here
Total Posts: 15689
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
eshajam
Age: 36
6339 days old here
Total Posts: 15689
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
your turn..
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
^dewaja^
Age: 124
6417 days old here
Total Posts: 2081
Points: 0
Location:
,
WAH WAH WAH
Miss mine
Age: 124
6415 days old here
Total Posts: 10587
Points: 0
Location:
,
gr8 poems tashu
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
thanx dears
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
A RAB Aaj Phir Se Ye Mojza Kar De . Us Ki Chahat Ka Phir Se Silsila Kar De . Qabooliyat Ki Wo Ghari Batla De Mujh Ko .. Main Jo Mangoon Mujh Ko Ataa Kar De . Tujhe Waasta A KHUDA Tere Mehboob Ka . Us Ke Dil Main Meri Jaga Kar De . Dikha De Tu Rang Apni Qudrat Ka . Tapte Sehra Ko Tu Behta Huya Darya Kar De . Parhne Waale Se Hai Ye ILtija Sajid Ki . Mere Haq Main Faqat Apni Dua Kar De
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
thx pari
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
chalo khawab ankhon main saja kar dekhtay hain chalo hum kisi ko apna bana kar dekhtay hain khoon k rishton say aitbar to uth gaya chalo benam rishtay bana kar dekhtay hain zindagi asaan ho jaey shayad hamari chalo haath ki lakeerain mita kar dekhtay hain andheri shab to kisi surat katti nahi chalo ghar apna jala kar dekhtay hain humain maloom hai k tum nay hamara hona nahi chalo tum par yeh zindagi luta kar dekhtay hain
~tasha~
Age: 124
6568 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Toot jaate hain sabhi rishte mager Dil se dil ka raabta apni jagah Dil ko hai tujh se na milne ka yaqeen Tujh se milne ki dua apni jagah Mast nazron se dekh lenaa tha Ager tamanna thi aazmane ki Hum to behust youn hi ho jaate Kya zaroorat thi muskurane ki Chehrey per banawat ka gussa, Aankhon say chalakta pyaar bhi hai, Is shauq_e_ada ko kya kahiye Inkar bhi hai iqraar bhi hai, Kal mila waqt to zufain suljha doonga Aaaj uljha hoon zara waqt ke sulajhne main Yoon to sulajh jatee hain uljhee zulfain Umar kat jati hai waqt ke sulajhe main Dil ko manana gar hota aaasaaan Na karta kisi ko yoon ye pareshaan Tanha na rahta bhari mehfil main Na hoti woh halat jo ho na bayaan Khudaa jab husn deta hai Nazaakat aaa hee jati hai Kadam chun chun kar rakhti ho Kamar balkha he jaati hai
Reply to Topic