Age: 124
7239 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i think for the first time... i m going to share such things... shayad kuch logon ko ajeeb lagay... Lekin mann hey k kuch kaha jaye..
its very sad today. dont know y aor kal bhi aisa e rahay ga. Pata nahi mere jese logon ko udaas hone ka bahana chahiye ya waqai udaasi shamil hoti hey, lekin baharhaal i ENJOY this udaasi most of the time..
This year, I discovered a FRIEND. a real friend. and for me its so great blessing to have. I have always desired for that. lekin yun hey k Kion chupkay se wo log utar jatay hain dil main, Jin logon se qismat k sitaray nahi miltay Khair...
--------------------------- I EXPERIENCED new things. I OBSERVED people. Tried to understand them. And Human psychology is interesting as well as complicated. So abhi tak Uljhay huye hain.
kafi lambi nahi hogai post... Baqi baatain baad main...
Age: 124
6620 days old here
Total Posts: 175
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
its amazing to discover, desired and experiences the people and events. ya is saal bohat kush paya and khoya paya ya kay bohat say achay friends milay lakin kush is tarhan kay friend milay jinhon ki waja say kafi disappointment howi khoya ya kay aapnay bohat acya nana abu ko khoya ] jo hum ko bohat piyar kartay thay
Age: 124
6651 days old here
Total Posts: 30
Points: 0
Location:
,
sab apni kismat ka patay hain... and i am one of them... i dont want anyone's sympathies... all i wanted to share here for the first time is for me dis year was da worst year...worst ever year of my life... i know blving is hard but dis is wat truth is... i lost the most the MOST important person of my life just for the sake of my family... and their respect... i dont want anyone to blv coz now i dont have any expectations from my life... a life in which i am breathing but im not alive... a life in which i am smiling but inside all da time im crying... a life in which im living wid ppl but im all alone... i know it seems a drama to many ppl but only my Allah and only i know dat all dis is truth... and on the Day of Judgement i will ask Allah only one thing and that would be... mari itni duaoon kay baad bhi u dint give me wat i want the most tu plz ab tu day dain.... i dont want anything from my life coz all i wanted is a person to live a new life happily coz i cant make da person happy anymore... but it hurts more wen the person u want to be happy thinks dat we r apart just coz i never wanted that person and luvd that person... i wouldnt have cum n post here but woh kiya hai na kay maray ander itna kuch hai k shaid main yahan likhnay baithoon tu sadiyan lag jaain jo mujh pay beeta but maray pas koi na tha k kah sakoon... haan loog buhat thay but jaisay maray hont si diyay gay... aik taraf pyar aur aik taraf family... jaon kahan samhaj nahin ayee... aur har baar dil ki hi har hoti hai... aur damagh jeet ki khushi manata hai aur ab ki bar bhi yahi hoa... 2006 ko main kabhi nahin bhool sakti coz is saal nay mujh say woh lay lia jo main kabhi na khona chahti thi... aur loog mujhay hi dhokay baz aur jhoota kahnay lagay... haq hai unka aur unko kahna bhi chahiyay coz woh kiya janain kisi pay kiya kiya guzri... zindagi say kuch nahin chahiyay bas yahi dua hai kay anay wala saal kisi ki zindagi main itni khushiyan laay k woh mujhay aur mari ki hoyee BAYWAFAI ko humesha k liyay bhool k new life start karay.... main uskay pyar ko deserve hi nahin karti...usko kisi aur kay sath sochoon bhi tu ansoo atay hain but ya dua ab rooz karti hoon... kiya karoon woh mari kismat main nahin hai but khushiyan tu uski kismat main honi chahiyay na... aik aaisa insaan jisay main sab say zada chahti hoon pyar karti hoon miss karti hoon kabhi bhool nahin sakti kabhi bhola nahin sakti but kabhi paa nahin sakti... mujhay maloon hai usay lagta hai main kisi aur ko chahnay lagi hono aur ya cheez aur takleef daiti hai but ya tu Allah hi janta hai k aj tak is dil main kisi aur ka khayal tak nahin aya pyar tu door ki baat... bas ap logon ka time liya maffi chahti hoon bus aj dil buhat bhar gaya tha aur chaha k kisi say tu kah doon... tu yahan chali ayee... akhir ko yah bhi aik family hai na... isay kaisay bhool jaon main...isay nahin bhool sakti tu us insaan ki baat tu buhat door hai k usay bhola doon... har cheez mumkin hoti hai siwa is cheez kay yahi aik namumkin cheez hai k na usay bhool sakti hoon na pyar karna chor sakti hoon aur na hi usay paa sakti hoon.... Allah 2007 ko sab kay liyay khusiyoon say bhara saal banay... aur jitna main nay khoya hai apni rahmat kay sadqay woh mujhay wapis ata karday... aur agar ya nahin ho sakta tu us insaan ki sochoon say mujhay bhola day coz dil main tu ab nahin hon tu us insaan ki help kar dain kay woh mujhay bhool jay aik buhat g anda khawab samhaj kay...
"pathar ab kiya phaink rahay ho hum pahlay say zakhhmi hain"
Age: 43
8153 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
den who is wrong jis ko alone ney chooora ??? jis ko alone ney bura banaya sab k samney ?? jis ko alone ney beech rastey mein chora ?? jis ko alone ney hamesha sab k samney bura kaha ??
kiya woh wrong hai ??
sorry guyz k mein is topic mein aab dobara post nahi karoon ga but ........alone ney jo kiya sab wrong kiya .. us ko yeh haq hee nahi tha k woh yeh karti .. atleast woh person jis k saath yeh sab hoya hai woh tu alone ko kabhi maaaf nahi karey ga kabhi bhi nahi
Age: 39
7790 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
is yr main kafi achye frndz banaye bahut acha xpirence raha un ke saath un main se kuch frndz zyada kareeb a gaye kuch chor gaye but aik frnd itna kareeb a ker dur ho gaya hai ke lagta hia ke us ko kareeb lana possible nahi but ummed per duniya kaim hai
Age: 124
7239 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~alone~ said:
sab apni kismat ka patay hain... and i am one of them... i dont want anyone's sympathies... all i wanted to share here for the first time is for me dis year was da worst year...worst ever year of my life... i know blving is hard but dis is wat truth is... i lost the most the MOST important person of my life just for the sake of my family... and their respect... i dont want anyone to blv coz now i dont have any expectations from my life... a life in which i am breathing but im not alive... a life in which i am smiling but inside all da time im crying... a life in which im living wid ppl but im all alone... i know it seems a drama to many ppl but only my Allah and only i know dat all dis is truth... and on the Day of Judgement i will ask Allah only one thing and that would be... mari itni duaoon kay baad bhi u dint give me wat i want the most tu plz ab tu day dain.... i dont want anything from my life coz all i wanted is a person to live a new life happily coz i cant make da person happy anymore... but it hurts more wen the person u want to be happy thinks dat we r apart just coz i never wanted that person and luvd that person... i wouldnt have cum n post here but woh kiya hai na kay maray ander itna kuch hai k shaid main yahan likhnay baithoon tu sadiyan lag jaain jo mujh pay beeta but maray pas koi na tha k kah sakoon... haan loog buhat thay but jaisay maray hont si diyay gay... aik taraf pyar aur aik taraf family... jaon kahan samhaj nahin ayee... aur har baar dil ki hi har hoti hai... aur damagh jeet ki khushi manata hai aur ab ki bar bhi yahi hoa... 2006 ko main kabhi nahin bhool sakti coz is saal nay mujh say woh lay lia jo main kabhi na khona chahti thi... aur loog mujhay hi dhokay baz aur jhoota kahnay lagay... haq hai unka aur unko kahna bhi chahiyay coz woh kiya janain kisi pay kiya kiya guzri... zindagi say kuch nahin chahiyay bas yahi dua hai kay anay wala saal kisi ki zindagi main itni khushiyan laay k woh mujhay aur mari ki hoyee BAYWAFAI ko humesha k liyay bhool k new life start karay.... main uskay pyar ko deserve hi nahin karti...usko kisi aur kay sath sochoon bhi tu ansoo atay hain but ya dua ab rooz karti hoon... kiya karoon woh mari kismat main nahin hai but khushiyan tu uski kismat main honi chahiyay na... aik aaisa insaan jisay main sab say zada chahti hoon pyar karti hoon miss karti hoon kabhi bhool nahin sakti kabhi bhola nahin sakti but kabhi paa nahin sakti... mujhay maloon hai usay lagta hai main kisi aur ko chahnay lagi hono aur ya cheez aur takleef daiti hai but ya tu Allah hi janta hai k aj tak is dil main kisi aur ka khayal tak nahin aya pyar tu door ki baat... bas ap logon ka time liya maffi chahti hoon bus aj dil buhat bhar gaya tha aur chaha k kisi say tu kah doon... tu yahan chali ayee... akhir ko yah bhi aik family hai na... isay kaisay bhool jaon main...isay nahin bhool sakti tu us insaan ki baat tu buhat door hai k usay bhola doon... har cheez mumkin hoti hai siwa is cheez kay yahi aik namumkin cheez hai k na usay bhool sakti hoon na pyar karna chor sakti hoon aur na hi usay paa sakti hoon.... Allah 2007 ko sab kay liyay khusiyoon say bhara saal banay... aur jitna main nay khoya hai apni rahmat kay sadqay woh mujhay wapis ata karday... aur agar ya nahin ho sakta tu us insaan ki sochoon say mujhay bhola day coz dil main tu ab nahin hon tu us insaan ki help kar dain kay woh mujhay bhool jay aik buhat g anda khawab samhaj kay...
"pathar ab kiya phaink rahay ho hum pahlay say zakhhmi hain"
bohat acha kiya aap ne jo ye sab likh diya.. Kabhi kabhi Kuch baatain keh dene se aor kuch ho na ho, aap thora sa relax zaroor mehsoos karne lagtay hain..
Aap ki baatain parh k kuch kehne ko mann kiya , Wo ye k Life is really Hard sometimes aor aisa lagta hey, There is no escape but DEATH. Lekin aisa nahi hota..
Always Remember, Recite Last 2 Aayat Mubarak of Surat Baqra, and read the translation.. Allah jhoot nahi bolta... To jab wo kehta hey k main kisi ko uski Himmat se zyada nahi aazmata, to JAAN LIJYE, jo kuch aap k sath ho raha hey, chahay wo kitna bura lag raha hey aapko, aap usay bardasht kar saktay hain..
Aor agar aap ne apnay Parents aor Family k liye koi decision liya hey to Hosla Rakhain..
Bohat sari Mohabbaton ko aik Mohabbat k peechay kabhi nahi kharab karna chahiye..