- chatt pe patang -

2086 views 60 replies
Reply to Topic
Ashii

Age: 124
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France

kyaaaaaa luchaaaa lafanga pannn hai yehhh
woh bhi raaat k bara bajayyy
Posted 22 Feb 2007

kis ne kia
Posted 22 Feb 2007

~Fragi~ says
kahannnnnnnnnnnnn
Posted 22 Feb 2007

~CHANDNI~ says
yare     abhi   to ham nay saturday night    karna hay yh sab tum pahly hi galiyan   deny lag gay
Posted 22 Feb 2007

Mujrim says
raat baray bajay chat pe
Posted 22 Feb 2007

wese basant mananey koi buri baat nahi hei mera bhi dil karta hai lolz :p lekin insano wale haraktein kare log tu phir theek hei lolz
Posted 22 Feb 2007

Mujrim says
kissi aur ki chat pe chalo maaf bhi kardetay
lekin raat baray bajay no yaar
Posted 22 Feb 2007

Ashii says
aik luche ne kiya

lhe k ilawa kahan ho sakta hai

gali to nahi di soffiiiii
roka thori haii,, bas aik baat ki hai k yeh kya tareeka hai bhala

wohi too,,,,,
raat ko 12 bajay chatt pe sirf "mujrim" jaate hein
par yeh toooooooooo........

ather k bhai
u r not at all a nice guy
Posted 22 Feb 2007

xcentric says
Basant manana waisay koi itni buri baat bhi nahin, haan agar kuch log apni jan say haath na dho baithain,... agar kuch logon ko apnay masoom bachon ki gardanain lahoo main nahaii hoii na dekhni parrrain... aur jin gharon main 3/3 din choolha nahin jalta un logon ko yeh ihsaas na honay diya jaye keh yah paisay un ki maded karnay main istemaal kiye ja saktay they. In zinda lashon peh jashn-e-bahaaran manana jin ki her subh khizaan aur her raat shab-e-tareek hoti hai, koi itna munasib bhi nahin.
Posted 23 Feb 2007

Ashii said:

thanxx
Posted 23 Feb 2007

xcentric said:

yeh tu yaar kasoor unka hai na jo asi door banatey hein..

humei chatt pe invite kar rahi ho aap
sochlo
Posted 23 Feb 2007

Barsaat says
ehh is main lucha lafanga pann kahan hay Ashi?
Posted 23 Feb 2007

BadShaH1 says
basant oyeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
bhangraaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaay
paicheyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy
akion key paicheyyyyyyyyyyyyyyyyyyy
majjjjjjjjjjjjjjjjaaaaaaaanniiiiiiiiiiii life....

lekin merey paperzzzzzzzzzzz heyn
Posted 23 Feb 2007

basant ?
Posted 23 Feb 2007

BadShaH1 says
aho
Posted 23 Feb 2007

xcentric says
mr nice guy said:

yeh tu yaar kasoor unka hai na jo asi door banatey hein..

No my dear, Qasoor unka hai jo aesi dor use kartay hain, if there is no demand, there is no supply. Why the hell people buy the string that can cut the throats and can destroy the electric system? Who's responsible???
Posted 23 Feb 2007

MysteriousRomeo said:

basant ?

tumhe basant ka nahi pata
Posted 24 Feb 2007

topic ki samaj nahi ayie
Posted 24 Feb 2007

Mujrim says
mei samjhaedta hoo

raat ko bara bajay koi larka inki chat pe aajata hai aur bahana deta hai keh mei patang lenay aaya hoo
asal mei baat kuch aur thi
Posted 24 Feb 2007

Ashii says
totally agree to xcentric
0 demand = end of product

basss balichh balicchhhh
aap ko kuch nahi pataa..
raat ko araam se sukoon se sona chaiye,, chatt pe woh bhi thand mei woh bhi itnaaaa late

koi baat nahi ather
samajh to hum ko aaj tak aap ki bhi nahi i

mujrim
Posted 24 Feb 2007

Posted 24 Feb 2007

xcentric said:

mr nice guy said:

yeh tu yaar kasoor unka hai na jo asi door banatey hein..

No my dear, Qasoor unka hai jo aesi dor use kartay hain, if there is no demand, there is no supply. Why the hell people buy the string that can cut the throats and can destroy the electric system? Who's responsible???

aisi khatarnaak door na banaieyien
Posted 24 Feb 2007

Ashii says
shahrukh khan said:

seee,, abhi bhi kuch samajh nahi i

hmmmm,,, tell me one thing
bazaar mei sharab aur porc bhi bikta hai
y dont u buy and use it ???????
Posted 24 Feb 2007

Ashii said:

shahrukh khan said:

seee,, abhi bhi kuch samajh nahi i

hmmmm,,, tell me one thing
bazaar mei sharab aur porc bhi bikta hai
y dont u buy and use it ???????

main nahi loonga par doosre log lein gey
Posted 24 Feb 2007

Ashii says
dooosron ko lene do,, its their pb,,
waise woh kyun lein ge ??
coz they dont find it "bad"

galt ko galt nahi kehne waaale hi to sab pange daalte hein
Posted 24 Feb 2007

Mujrim says
Ashii said:

totally agree to xcentric
0 demand = end of product

basss balichh balicchhhh
aap ko kuch nahi pataa..
raat ko araam se sukoon se sona chaiye,, chatt pe woh bhi thand mei woh bhi itnaaaa late

koi baat nahi ather
samajh to hum ko aaj tak aap ki bhi nahi i

mujrim

kya hua ashii jee
Posted 24 Feb 2007

cutefriend says
na jee na basant honi chahye

han sahi tarekye se honi chahye

Posted 24 Feb 2007

Ashii says
i never said k basant nahi honi chaiye
but yahan "sahi tareeke" kis ko pata hein
Posted 24 Feb 2007

Mujrim says
sahi
Posted 24 Feb 2007

cutefriend says
Ashii said:

i never said k basant nahi honi chaiye
but yahan "sahi tareeke" kis ko pata hein

apun ko
Posted 25 Feb 2007

Reply to Topic