khawateen o hazraat
jaisa kay aap jantay hain aaj basant hai
charaon janab chhaton par nikamay log mojood hain music say kaan pari awaz sunai nahin day rahi
ranga rang ganay baj rahay hain
kuch desi aur kuchh badesi
mulahiza farmiye is indo pak ishtarak ka nateeja kya sunai day raha hai
main jo lines alag alag likh rahi hun aap un ko mila kay parhiye tou ye ishtarak mazboot dikhay ga
saqi saqi o saqi saqi ray
kundi na kharka
jumeraat raat hai aa ja
teray binnnnnnnnnnnnnn
kabhi na sakoon aya kabhi na qarar aaya
asan teri gal karni aey dadi naal
o sharbi
gujra oye
aik baar aa ja aa ja