Age: 124
7532 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Yun dil se kisi dard ka peman nahi kertay Ab jaan peh bani bhi hai to darman nahi kertay Har yaad ko yun zakham banate nahi dil ka Har teer ko pewast-e-ragejaan nahi kertay Yeh masla ab ehle mohobat ka hai apna Mertay hein to kuch ap peh ehsan nahi kertay Khat layein na layein tera, Hum nama baron ko Bus dekhtay rehtay hein pareshan nahi kertay Aisa bhi to rakhtay nahi khanjar peh gulon ko Itna bhi to katil ko pashema nahi kertay Kab shamein jalata hia shab-e-mah mein koi Tu aye to hum ghar mein charaga nahi kertay Logon ko guman tuk nahi hota hai junu ka Hum dil ki tarhan chak gireban nahi kertay Hum taj ke chalay ate hein yaro dar jana Galib ki tarhan minat-e-darban nahi kertay
Age: 124
6850 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl said:

Age: 39
7806 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom

meri dharkanon ko de zindagi merye dil main a ker qayam ker jise sun ker darya teher jayen kabhi mujh se esa kalam ker gham-e- duniya se rakh bekhabar so hawa ko tu payam ker rakhye pal do pal ki qurbatye?q musafaron ki tarhan rahye mera sath tujh ko azia hai tu zindagi merye naam ker
Age: 124
6358 days old here
Total Posts: 1776
Points: 0
Location:
United States, United States
Beltun di zoor dai, tar lemu mi sahar nam sasi.......... Laka shabnam sasi Da sra yaqut mi pa laman ki sta pa ghaam sasi.......... Pa gham alam sasi Ghura Laila baran da ushku sta pa cham sasi.............Sanga parcham sasi
Raglla Laila pa shinki khal nassa pa gullu kawi.......... Pa sru mangulu kawi Sahar chi wazi seel ka, zagh pa bulbulu kawi............ Gual pa aur balu kawi Malaly starghy yeh kata pa weer wazulu kawi........... Zeeb pa kajalu kawi Da zubal zra vini pa har ghary har dam sasi............. Laka shabnam sasi
Shkully Njally da bagh pur lur maza nassa makawa........ Ashuq ruswa makawa Wreet sawi zra mi dai mayan puri khanda makawa......... Rasa jaffa makawa Za yam patang ta yeh dewa ma jalbala makawa............ Nor zellam bya makawa Yam sta la eshqa lewanai, pur ma matam sasi............... Laka shabnam sasi