Romantic Ghazal!!!

940 views 7 replies
Reply to Topic
Dude

Age: 124
Total Posts: 7
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Agar main bta doon main kya chahti hoon,
nazroon se apni gira to na do ge,
jo main chahti hun vo tum b na chaho,
mujhe koi kari si saza to na do ge,
main muhabatoon main jabar ki kail nai hun,
dil laga kar mujh ko bhula to na do ge,
jo main bta doon mere mann mein kya hai,
tum jahan mein tamasha bna to na do ge,
darti hun tum se main raz-e-dil sunate,
tum hansi mein baat ura to na do ge,
agar main bta dun main kya chahti hun,
wafaon k badle jafa to na do ge???
aur mujh hi se daman chura to na do ge???
Posted 25 Mar 2007

Reply to Topic