TT

919 views 13 replies
Reply to Topic
So Far Away

Age: 124
Total Posts: 3386
Points: 0

Location:
United States, United States
wat the heck yaaaar ..................

kider gum rethy hoo plz ya na kehna k Bizzy hooon ya bauth purana dilouge hai sub ka
Mai tum say zaida bizzy hoon but fir v ata hooon yaar koi purna mem nahi milta on jb Adii bagh gaya ,kash bhi gayii Bazi bhi gaya ,fragi jo muna kya but woh bi hero nikla aur woh bhi gaya daktar sam bhi gaya aur kitny name likhooon

yaar aj dil kar raha hai mai bhi the end kar doooon







ager kam say kam tum wapis na aya tou mery bahi u r manager now tum mujy acchi thran janty hoo mai asi situation paida kar doon ga k tum sub ko roz ana pary ga
is ko threat sumjo ya piyar now its up 2 u mery bahi ......






Posted 01 May 2007

Reply to Topic