TaSHi
Age: 124
Total Posts: 610
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ik Sapna jo aa kar dara gayea
_______________________
Ik Sapna jo aa kar dara gayea ,
mujhe aapni hi moth ka manzar dikha gayea.
kitni be basi ka woh alam tha ik khofnak sa manzar tha,
mere aapne mere samne ansoooon baha rahe thea.
magar mein kitna be bas tha na ansoon oun ke poonch saka,
baas yahoon hi ounein aansooon bahate dekh raha tha.
magar ankh jo meri khuli ye sirf ik sapna tha,
joo sapna itna khofnak tha tou haqiqat kesi ho gi.
ya rab baad mere merne ke na mujh ko ye manzar dikhana,
mere aapnoo ko sabar de kar ansoooon ko oun ke tham lena.
Ik Sapna jo aa kar dara gayea ,
mujhe aapni hi moth ka manzar dikha gayea.
Regards
TASHI(F)