Welcome SD
kahaaannn hote ho aap
i just checked comments on prev pages
they all r so sure k unhein Khuda ka deedar hoga on the judgement day,,, strange coz uss din kiss k saath kya hona hai no one knows,,, apne hi baare mei itne yakeen se yeh kehna ajeeb sa lagta hai,, khair....
agree Khan n SD
jsut one thing... when someone talk abt the presence of GOD in nature or everywhere,,, mere liye iss ka matlab hai k dunya mei mojood harr cheez ko dekh k Khuda ki azmat ka yakeen hota hai,,,, even a leave of a plant makes u think abt HIM
Allah lives in our hearts (not in everyyyone's),,, me isss baat ko manti hu
but we shd not take these METAPHORES as "real facts"
it doesnt mean if someone open my heart to uss mei Khuda ka noor nazar aae ga,, matlab sirf khuda ki yaad se hai, uss k yakeen se hai,, and nothing s wrong in it
when we say kissi ka dil nahi torna chaiye coz DIL KHUDA KA GHAR HAI,, to iss ka matlab sirf yeh hai k who knows that person is so close to Allah aur uss k dil mei harr wakt khuda ki yaad basti ho,,, aise shaks ko dukh do ge to Allah miyan ko zyada dukh hoga (par iss ka matlab zahi hai yeh nahi k baki logon ko dukh dena sahi hai)
ya phir jab kehte hein k DHOONDNE SE KHUDA BHI MIL JATA HAI
iss ka matlab yeh nahi k Khuda ka wujood mil jata hai,,, matlab sirf yeh k sachai ka rasta mil jata hai
these r just METAPHORES,, nothing s wrong in using such exp,,,, par insaan ko apne hi banae hue alfaz mei gum nahi ho jana haiye,, inhein samajhna zyada zaroori hai
mera dimag ghoom raha hai