Ay Ishq Humay Burbad Na Kar - Nayyara Noor
Ay ishq humay burbad na kar, burbad na kar
Ay ishq na chera akay humay
Hum bholay hoo-on ko yad na kar
Pehelay hee bohot nashad na kar
Thoo aur humay nashad na kar
Kismuth ka sithum hee kum naheen kuch
Ye thaza situm eejad na kar
Youn zulm na kur baydar na kar
Ay ishq humay burbad na kar, burbad na kar
Rathon ko ut-utkur rothayn hai
Ro-rokay dooan-ay kurthay hai
Ankhon may thusuvur dil may khalish
Sur dhunthayhe anhen burthehe
Ay ishq ye kaysa rogi luga
Jeetay hai na zalim murthay hai
In khuabon say yoon azad na kar
Ay ishq humay burbad na kur, burbad na kar
Jis unse bunatha hai dhyan tera
Ghubiraey hooay say rehethehay
Hur waqt thasavur kar kar ke
Shurimaen hooay se rehethehay
Kumhilaey hooa phoolon ke thurha
Kumhilaey hooa se rehethehay
Pamali na kar baydar na kar
Ay ishq humay burbad na kar, burbad na kar
Ay ishq humay burbad na kar, burbad na kar