Age: 124
7523 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aasmaan Ko Neend Aaye To Sulaayein Kahan Dharti Ko Maut Aaye To Dafnaayein Kahan Saagar Mein Lehar Aaye To Chupaaein Kahan Hume Aapki Yaad Aaye To Jaayein Kahan!!
Age: 124
7523 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kahan koi aisa mila jis par duniya luta dete, Har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula dete, Apne dil ka zakhm dil me hi dabaye rakha, Karte bayan to mehfil ko rula dete
Age: 124
7523 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ZINDAGI KISI KI MOHTAJ NAHI HOTI DOSTI SIRF JAZBAAT NAHI HOTI KUCH TO KHAYAL AAYA HOGA KHUDA KO, VARNA YUNHI APAKI HUM SE MULAKAT NA HOTI.
CHAHANE SE KOI CHIZ APNI NAHI HOTI HAR MUSKAN KHUSHI NAHI HOTI, KEHNA TO CHHAHTE HAIN BAHOT KUCH, MAGAR KABHI ALFAZ TO KABHI ZUBAN SATH NAHI HOTI
YAAD KARTA HAIN AAPKO TANHAI MEIN DIL DOOBA HAIN GAMO KI GEHRAI MEIN, HAMEIN MAT DHOONDHO DUNIYA KI BHID MEIN, HUM TO MILLENGE AAPKO AAPKI PARCHHAI MEIN
Age: 124
7523 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
In jheel si gehri aankhoon main In jheel si gehri aankhoon main ik sham kahin aabad to ho is jheel kinaray pal do pal ik khawab ka neela phool khilay wo phol baha dain lehroon main ik rooz kabhi hum sham dhalay is phol k behtay rangoon main jis waqt larazta chand chalay us waqt kahin un aankhoon main is basray pal ki yaad to ho In jheel si gehri aankhoon main ik sham kahin aabad to ho phir chahay omer samander ki her maoj parayshan ho jaye phir chahay aankh darechay say her khawab gurayzaan ho jaye phir chahay phool k chehray ka her dard nomayan ho jaye is jheel kinaray pal do pal wo roop nagar eejad to ho din raat k is aaeynay say wo aks kabhi aazad to ho In jheel si gehri aankhoon main ik sham kahin aabad to ho