"Mohabbat kiyun zaroori hay? "

3220 views 39 replies
Reply to Topic
Shahrukh Khan

Age: 124
Total Posts: 43596
Points: 0

Location:
Netherlands, Netherlands
batao mujrim?
Posted 10 Jul 2007

BisMa says
Posted 10 Jul 2007

okie wot sorta luv you talking about ? luv as in gf / bf ? dont believe in tru luv. aint worth it buddy trust me. luv will make u cry luv will make u go angry everytime trust me its all bush*t
Posted 10 Jul 2007

X-balli says
sana.sharof said:

okie wot sorta luv you talking about ? luv as in gf / bf ? dont believe in tru luv. aint worth it buddy trust me. luv will make u cry luv will make u go angry everytime trust me its all bush*t



sana, u cant generalize everyone. I mean if u have met 2-3 bad ppl, it doesn't mean every body is the same.
true love is precious! if found!


but its hard to find...
Posted 10 Jul 2007

BisMa says
But IF u Found balli
Posted 10 Jul 2007

X-balli says
then u are lucky!
Posted 10 Jul 2007

BisMa says
not only Lucky
They are Soooo much lucky
Posted 10 Jul 2007

X-balli says
yeap!
Posted 10 Jul 2007

Posted 21 Jul 2007

~CHANDNI~ says
Mohabbat main itna door nikal jayenge kabhi socha na tha
Hum wafa karke bhi bewafa kehlaayenge kabhi socha na tha
Zamane se tanha hi takrayen ge kabhi socha na tha
Hum to Pyaar ke naam se hi na aashna the
Chahat ki itni bari saza payenge kabhi socha na tha
Us ka her andaaz doorson se judda lagta hai
Uske rang main hum rang jayenge kabhi socha na tha
Posted 21 Jul 2007

Ashii says
ohhhhhhhhhh
yeh topic hum ne pehle nahi dekha tha



hum batate hein kyun zarooorii haaiiiiiii
zaroori haiii
kyunn kkkk

itni movies dekhte hein,, unn ka practical kaise karein
Posted 21 Jul 2007

research puri ho jaye tou bata dena mujhay
Posted 21 Jul 2007

~CHANDNI~ says
Posted 21 Jul 2007

Ashii says
research poori ho gai hai
after effects ka kuch pata nahi

kuch deevana pan sa hai





han to hum keh rahe the "mohabbat kyun zaroori hai"
kya naa,, kissi ko bhi nahi pata
Posted 22 Jul 2007

Fairl_Girl says
MUJRIM KA ANSWER NAHI AYA

SAAP SOOHG GAYA KIA KABUJLI
KIA PURANE ZAKHAM YAD KARWARAY HO USKO SK
Posted 28 Jul 2007

new_beau says
Sub say pehlay tou topic moved in Mohabbat Forum....


Secondly,...Mera Sig kiyun Churaaya ?



Thirdly...Mainn aik nazam likh raha hoon...and this is the name of poem....Yeh khayal mujhay apnay avatar waali pic dekh ker aaya keh jaisay yeh Bacha yehi soch raha ho aur khud sawaal ker raha ho...


Fourthly //ab baat shuru ho hi gayee hay tou...tel me..

Mohabbat kiyun zaroori hay....I am talking about GF/BF Mohabbat and then shaadi....


Iss ki zaroorat kiyun hoti hay....Kiyun koi hona chahiyey zindagi mainn...??
Posted 28 Jul 2007

BadShaH1 says
love ek form hey
life ki.
Posted 28 Jul 2007

new_beau says
Explain Yaar
Posted 30 Jul 2007

Posted 30 Jul 2007

javad says
MOHABBAT KABHI MAIN NAY KI TO NAHI THI
KISI KI NIGAHO SAY PEE TO NAHI THI..
Posted 30 Jul 2007

BadShaH1 says
new_beau said:

Explain Yaar



explain wid diagram??


love term ka meaning ley lo
want, wish, attraction...
life mein tazaad hi to hey
khabi hate khabi piar
in dono ki forms hi hoti hein baqi fellings.
watcha think?
Posted 31 Jul 2007

new_beau says
More Confused
Posted 31 Jul 2007

javad says
mohabbat k beghair insaniat complete nahi hoti.
Posted 01 Aug 2007

BadShaH1 says
new_beau said:

More Confused



agey app khudi result nikalo.
Posted 01 Aug 2007

BadShaH1 says
javad said:

mohabbat k beghair insaniat complete nahi hoti.


oye hoye
Posted 01 Aug 2007

muhabat tu aik JAVEDAN zindagi hai......mohabat nahi tu phir kiya ye zindagi hai.
Posted 01 Aug 2007

javad says
BadShaH1 said:

javad said:

mohabbat k beghair insaniat complete nahi hoti.


oye hoye




ME KOI JHOOT BOLYAA..
Posted 02 Aug 2007

new_beau says
AGar main kahoon...keh I dont love anyone...then ?
Posted 02 Aug 2007

javad said:

mohabbat k beghair insaniat complete nahi hoti.



O MY GOD!.. WUT A LOGIC!.. and a deep thought!
Posted 02 Aug 2007

apun ne life main ek baar mohabat ki aur us ki achee saza payee
Posted 03 Aug 2007

fir bhi log inhi chakeron mae phartey hain?
Posted 03 Aug 2007

Reply to Topic