kal ajeeb

2070 views 40 replies
Reply to Topic
cutefriend

Age: 40
Total Posts: 47726
Points: 0

Location:
London, United Kingdom
Kal ajab saanyha sa hoa rait par
Naam taira nahin likh saka rait par
Kis ki awaaz say thum gay hain kadam
Phir say kis nay mujhay di sada rait par
Us ki ankhoon say sholay nikaltay rahay
Nachtee reh gaee kal ghata rait par
Tu nay jo bhi hawa say kaha reh gya
Mitt gya main nay jo bhi likha rait par
Main tumhain choomna chahta hoon abhi
Us nay mujh say ik din kaha rait par
Ab yeh sehra hi tere muqadar main hain
Tu nay mangi hi kion thi dua rait par
Aik shola utha us jaga say
Maira ansoo jahan gir gya rait par
Posted 17 Jul 2007

hmmm.. good one   

oo.. sorry.. i mean
Posted 17 Jul 2007

kiran says
very nice ine
Posted 17 Jul 2007

cutefriend says
London_Girl said:

hmmm.. good one   

oo.. sorry.. i mean



thnx
Posted 17 Jul 2007

cutefriend says
kiran said:

very nice ine



thx kiran
Posted 17 Jul 2007

cutefriend says
bas yarrr kismet ne hi raigistan main bhatka dia hia
Posted 18 Jul 2007

Fairl_Girl says
Posted 18 Jul 2007

^dewaja^ says
Posted 21 Jul 2007

cutefriend says
thxxx FG


yup mg jani i know u r always wid me
Posted 22 Jul 2007

cutefriend says
thxx jani
Posted 26 Jul 2007

eshajam says
sweet
Posted 26 Jul 2007

cutefriend says
thx jee
Posted 26 Jul 2007

cutefriend says
jahan sawal ke badlye sawal hota hia
wahin muhabton ka zawal hota hia
kisi ko apna bana-na hunar hi sahi
mager kisi ka ban ker rehna kamal hota hia
Posted 27 Jul 2007

Fairl_Girl says
wah wah wah
laghay tor di lolz
Posted 27 Jul 2007

cutefriend says
shukrya
Posted 28 Jul 2007

cutefriend says
Posted 01 Aug 2007

cutefriend says
zakham tu dil ke geherye hain
per meri zuban per pehrye hain
ankhye meri hain woh koozye
jis main samunder tehrye hain
ratyen meri kali hain
per khuwab merye sunehrye hain
Posted 01 Aug 2007

^dewaja^ says
Posted 03 Aug 2007

^dewaja^ says
MORE
Posted 03 Aug 2007

cutefriend said:

zakham tu dil ke geherye hain
per meri zuban per pehrye hain
ankhye meri hain woh koozye
jis main samunder tehrye hain
ratyen meri kali hain
per khuwab merye sunehrye hain



good
Posted 03 Aug 2007

Fairl_Girl says
Posted 04 Aug 2007

~tasha~ says
Posted 04 Aug 2007

cutefriend says
thxxx

mg
dewaja
lg
fg
tashi

thxxxxx 2 all of u
Posted 06 Aug 2007

Fairl_Girl says
Posted 09 Aug 2007

~CHANDNI~ says
cutefriend said:

Kal ajab saanyha sa hoa rait par
Naam taira nahin likh saka rait par
Kis ki awaaz say thum gay hain kadam
Phir say kis nay mujhay di sada rait par
Us ki ankhoon say sholay nikaltay rahay
Nachtee reh gaee kal ghata rait par
Tu nay jo bhi hawa say kaha reh gya
Mitt gya main nay jo bhi likha rait par
Main tumhain choomna chahta hoon abhi
Us nay mujh say ik din kaha rait par
Ab yeh sehra hi tere muqadar main hain
Tu nay mangi hi kion thi dua rait par
Aik shola utha us jaga say
Maira ansoo jahan gir gya rait par



Posted 09 Aug 2007

Fairl_Girl says
I KNOW


ye jo haseenao ke baal hote h
larkon ko fasane ke jaal hote h
bahut khoon piti h ye jaalim
tabhi to inke honth itne lal hote h

Posted 13 Aug 2007

Fairl_Girl says
Posted 14 Aug 2007

cutefriend says
Fairl_Girl said:

I KNOW


ye jo haseenao ke baal hote h
larkon ko fasane ke jaal hote h
bahut khoon piti h ye jaalim
tabhi to inke honth itne lal hote h



ohhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh


Posted 15 Aug 2007

Fairl_Girl says

Dil-e-bekhabar! Tujhe kya pata!
Kahan dar khula hai umeed ka
Tujhe kya khabar k kahan hai gham
. . . . . . .
Dil-e-ajnabi! Teri zindagi
Faqat aik pal ki khushi sahi
Magar is khushi ka kisay yaqee'n?
Yeh kabhi kahin to kabhi kahin

Dil-e-khushgumaa'n! yeh teray yaqee'n
Teray waastay faqat aafree'n
. . . . . . .
Teray paas gohar-e-mehr hai
Yeh khazana aur kahin nahin!!
Posted 15 Aug 2007

cutefriend says
Posted 15 Aug 2007

Fairl_Girl said:


Dil-e-bekhabar! Tujhe kya pata!
Kahan dar khula hai umeed ka
Tujhe kya khabar k kahan hai gham
. . . . . . .
Dil-e-ajnabi! Teri zindagi
Faqat aik pal ki khushi sahi
Magar is khushi ka kisay yaqee'n?
Yeh kabhi kahin to kabhi kahin

Dil-e-khushgumaa'n! yeh teray yaqee'n
Teray waastay faqat aafree'n
. . . . . . .
Teray paas gohar-e-mehr hai
Yeh khazana aur kahin nahin!!




Posted 15 Aug 2007

Reply to Topic