Gee-Z said:plz plz change urself n plz "Grow up " mery bahi asi baatian woh karty hain jo Ehassay kamtri mai mubtala hooon ..... apnay ap ko best banaoo phir asii baatian nahi karo gi duniya asii he hai aur rahiyah gi n wot sacha jhoota piyar reallt tumhara topic read karnay k baad dil kar raha hai k apna laptop ko zor say zameen pay maaron n ager tumhari thran aur bhi koi asa sochta hain yahan us ko bhi chiyah k apnay ap mai confidance layay phir uss ko iss kisam ki shkiyat nahi hoo gi 18 century wali baatin aub buss karo mery bahi
n be practical
Gee-Z
§Awan§ said:hum apnee baatoon ko adhoora kiyoon chor detey hain
apney khaawboon ko adhoora kiyoon rehney detey hain
apney wadoon ko adhoora kiyoon chor detey hain
akhir kiyoon??
kiya baat ko mukamal karna
kiya khawab ko pura karna
kiya wadey ko pura karna
Zaroori nahi ??
Duniya matlabi kiyoon
Duniya ghud garz kiyoon
Duniya mein sacha piyar napaid kiyoon
koi meray sawaoloon ko jawab dega ???
Asman se Tapki said:Duniya matlabi kiyoon
Duniya ghud garz kiyoon
Duniya mein sacha piyar napaid kiyoon
koi meray sawaoloon ko jawab dega ???
isse kehte hein KHUD KALAMI
kabhi milna tumharay maslay ka hal nikalain gay.
Asman se Tapki said:Duniya matlabi kiyoon
Duniya ghud garz kiyoon
Duniya mein sacha piyar napaid kiyoon
koi meray sawaoloon ko jawab dega ???
yare qiyamat & nbsp;ki nishaniyan hya or kiya hay
kabhi milna tumharay maslay ka hal nikalain gay.