angel,. main to bachpan say hi khud ko bura kahti hon
"everyone else is doing this thing wht if i do it too?" yah bat kabi mairay dimagh main nahin ai,
mujhe jo karna hota hay main kar guzarti hon,beshak aur kartay hon ya nahin.
y always the wrong way is so tempting?i think is liyay kay aaj kal dunia main ghalat rastay/kaam ko "ghalat" nahin mana jata.
isi liyay kisi bi jagah ko lay lain, 100 main say 80 log ghalat kam kartay hon gaey. (ab ghalat kaam say mairi muraad choti moti batain bi hain jin say islam nay mana farmaya hay,but we do)
and jab aap kay ird gird itnay log koi kam kar rahay hon,
and wo itna ghalat bi na lag raha ho, to tab natural si bat hay kay aap ka bi dil chahta hay wo kam try karnay ka.
and kis tarha roka jaey?
hmmm sari bat nafs ko kaboo main rakhnay ki hay,
and yah bi kay KIYA AAP WAKAI MAIN CHAHTAY HAIN KAY AAP WO KAAM NA KARAIN?
and agar jawab YES main milay to,i think aap khud par control kar saktay hain, and khud ko rok saktay hain aisa koi kaam karnay say.