Aj ka Mosam

9075 views 120 replies
Reply to Topic
Rapunzel

Age: 124
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Chalo jbians ayahn ayo n apne apne seher ka mosam batayo

yahan pe tu zabardast barish ho rhi hai maza agya hai
Posted 20 Sep 2007

nikama says
pindi main to mouj ho gai
main ne fine day ki chutti bhi ker li
Posted 20 Sep 2007

friend_16 says
partly cloudy.. in lhr par garmi hai
Posted 20 Sep 2007

nikama says
thats why i luv pindi so much,baqi sab serte rehte hain aur hum yahan barish main nahate rehte hain
last week gujranwala gaya tha ,buri halat ho gai thi
Posted 20 Sep 2007

friend_16 says
khair i mostly stay at home so it doesn't matter much to me..

yea i like isb/pindi for this reason k mausam acha hota hai secondly wahaan greenary bohat ziada hai..
Posted 20 Sep 2007

nikama says
yehi baat he,barish k baad itna maza ata he long drive ka,her cheez khilli khilli lagti he
mujhe barish achi hi bohat lagti he
Posted 20 Sep 2007

friend_16 says
yea isb/pindi mein tu long drive ka maza hai barish mein ya barish k baad .. summer vacations mein main gaiyee the isb.. had alot of fun.. roz he barish ho jati the ..
Posted 20 Sep 2007

nikama says
lahore bhi khair itna bura nahin wahan ki life ka aik apna maza he,mager hum pindi wale vahan ziada arsa nahin reh sakte
Posted 20 Sep 2007

Ashii says
yahan weekend pe aur monday bhi itnaaa acha mausam tha
shiny crispy sunnnyyy day


aur tuesday se sardi ho gai
aaj bhi thand hai
Posted 20 Sep 2007

nikama says
aur hum abhi thund k intizar main hain
Posted 20 Sep 2007

friend_16 says
aik jaga reh ker wahaan ki adat se par jati hai..

ashii .. mujhay thand bht pasand hai .. atleast sardiyon mein itni sweating nahi hoti..
Posted 20 Sep 2007

nikama says
aur ashii ko serdi pasand nahin he
insaan isi haal main khush nahin hota
Posted 20 Sep 2007

~CHANDNI~ says
lahore..........................oph    g armi
Posted 20 Sep 2007

nikama says
hamare haan se to aik barish aur ho jay o germi INSHALLAH chali hi jay gi
Posted 20 Sep 2007

London ka weather 7 times change hota hae aik din mae.. so i cant explain how the weather goes in London

umm. it usualy rains..
Posted 20 Sep 2007

Ashii says
saheliiiiiii
sweating is a natural process and there s nothing bad in it
u just need to take showers regularly,, hmm vvvvv regularly



par sardiyannnn uffffffffffff,, nahiii
bahir nikalne ko taras jata hai banda
Posted 20 Sep 2007

nikama says
lekin serdi ka apna hi maza he,mujhe to bohat achilagti he serdi
Posted 20 Sep 2007

Ashii says
Pak mei rehne walon ko sardiyan zyada achi lagti hein
kyun k wahan garmi zyada hoti hai

yahan ult hai naaaaaa
Posted 20 Sep 2007

nikama says
hmmm,yahan bhi main ne kafi kashmiri aur murree waghera k log dekhay hain jo snow ko bura bhala keh rahe hotay hain
Posted 20 Sep 2007

Ashii says
zahir hai
bechare kaam kaaj se reh jaate hein
waise shukar hai yahan baraf nahi parti itni
Posted 20 Sep 2007

nikama says
apna pindi zindabaad
jo maza pindi main
na aaloo main na bhindi main
Posted 20 Sep 2007

sweetie says
idhar aruba mai lovely weather.. not cold nor hot
luving it
Posted 20 Sep 2007

Ayesha says
rapunzel said:

Chalo jbians ayahn ayo n apne apne seher ka mosam batayo

yahan pe tu zabardast barish ho rhi hai maza agya hai




i miss my city badly



i looovvvveeee winter season....rwp main to itna maza ata tha sardion main....

aur yahan to waisi sardi hoti he nahi hai
Posted 21 Sep 2007

friend_16 says
nikama said:

apna pindi zindabaad
jo maza pindi main
na aaloo main na bhindi main



lagta hai roza lag raha hai..
Posted 21 Sep 2007

nikama says
friend_16 said:

nikama said:

apna pindi zindabaad
jo maza pindi main
na aaloo main na bhindi main



lagta hai roza lag raha hai..

sahi samjhi
Posted 21 Sep 2007

Ashii said:

yahan weekend pe aur monday bhi itnaaa acha mausam tha
shiny crispy sunnnyyy day


aur tuesday se sardi ho gai
aaj bhi thand hai



yahan tu lagta hai garmiyan khatam leken sunday ko suna hai acha mausam hoga
Posted 21 Sep 2007

nikama says
yahan to phir barish ka chance bata rahe hain
Posted 21 Sep 2007

Ayesha says





Allah mian barish day
100 baras ki nani day
Posted 22 Sep 2007

Rapunzel says
nikama said:

thats why i luv pindi so much,baqi sab serte rehte hain aur hum yahan barish main nahate rehte hain
last week gujranwala gaya tha ,buri halat ho gai thi



Rawalpindi is best n Isb acha barish k bad hota hai geeli sarak n banda akela ghoome yummy i luv It
Posted 22 Sep 2007

Rapunzel says
nikama said:

apna pindi zindabaad
jo maza pindi main
na aaloo main na bhindi main



Wah wah kya baat ki hai dil chahta hai Ap k gahr Bindhi ka tokra bhej don

Aj yahan subah se barish ho rhi hai mosam bohat thanda hai mujeh tu lag rha hai socks pahan lon lolz sehri 3 bajy jab mein uthi thi itni tiaz barish thi k aik min mein banda pura naha jaye abhi b halki barish lagi hui hai
Posted 22 Sep 2007

Ayesha says





yahan kab barish ho gi?
Posted 22 Sep 2007

Reply to Topic