friend_16 said:... saab waisa hota ... tu kitna maza ata na ...
![]()
nikama said:main jo chahta hoon ager sab vaisa hi ho jay to mujhe to maza aay ga per baqi sab rona shroo ker dain gay

heart_hacker said:ager asa hota tu hum bohaat say logo ka dil torte bohat say logo ki umeedain bohaat say logo ko marty and bohat say logo ko zindagi dayty
is say acha nai hum ho chahty hain wo ALLAH kay he hath main rahnain dayain and wo jo karty hain acha karty hain![]()
Ayesha said:
nikama said:main jo chahta hoon ager sab vaisa hi ho jay to mujhe to maza aay ga per baqi sab rona shroo ker dain gay
![]()
is liye Allah mian ganjon aur nikammon ko nails nahi daita![]()
friend_16 said:kisi aur ko ata na ata mjay tu bht he ata... per
![]()
khair .. kind of super power hamara dil chaha aur sab jb members ....![]()
![]()
cutefriend said:

.... ??????
QUEEN VICTORIA said:aesa hota tou kya hota
wesa hota tou kya hota
hum hamesha EUTOPIA main hi rehna pasand kartay hain
nikama said:
cutefriend said:
friend_16 said:kisi aur ko ata na ata mjay tu bht he ata... per
![]()
khair .. kind of super power hamara dil chaha aur sab jb members ....![]()
![]()
.... ??????
isi liay,jaisa k ayesha ne fermaya,Khuda ganjoun ko naakhun nahi deta![]()
Ashii said:jaisa hum sochte the
sab waisa ho jata to ab tak hum yakeenan kissi jail mei chakki pees rahe hote
ya phir pagal khane mei hote
ya phir kuch mann zameen k neeche
![]()
![]()
shukar hai hum bach gae![]()
![]()