Ashii said:mujhe to aik do baar mil k bhi lagta hai
jaise sab se pehli baar mil rahi hu
yaadasht kamzor nahi hai
na hone k barabar hai
![]()
![]()
![]()
han par mujh se pehli baar mil k bhi logon ko lagta hai
jaise 30ween baar mil rahe hon
ooooooo im sooo boring
![]()
![]()
![]()
Ashii said:meri shakal ka to mere apne khandan mei bhi koi nahi hai saheli
![]()
![]()
10/12 k barabar hi hu,, akal se
aap k jaise hon to 100/120
![]()
friend_16 said:daikha hai...
aksar kuch logon ko daikh ker aisa lagta hai k jaisay unhein kaheen daikha hai ..
waisay tu ye larkon ki line marnay wala dialogue hai ..per reality mein aksar aisa hota hai k kuch cheron ko daikh ker aisa lagta hai jaisay inhein kaheen daikha hai..
kabhe ap k sath aisa hua kia?
QUEEN VICTORIA said:haan haan me ko lagta hai aksar jab wo patients dobar aaatay hain jin ko me nay practice starting time main treatment diya tha
![]()
QUEEN VICTORIA said:haan haan me ko lagta hai aksar jab wo patients dobar aaatay hain jin ko me nay practice starting time main treatment diya tha
![]()
friend_16 said:shuker hai ayesha tum agaiyee .. warna ye becharay king aur cf ko to meri baat samj he nhai arahe the..
![]()
Ayesha said:
friend_16 said:shuker hai ayesha tum agaiyee .. warna ye becharay king aur cf ko to meri baat samj he nhai arahe the..
![]()
ik main he to hon jo aap ki her baat samajhti hon![]()
![]()
cutefriend said:
Ayesha said:
friend_16 said:shuker hai ayesha tum agaiyee .. warna ye becharay king aur cf ko to meri baat samj he nhai arahe the..
![]()
ik main he to hon jo aap ki her baat samajhti hon![]()
![]()
ab kia hia ke agye jo baat main ne kerni hia yar khud hi samjh jaoo![]()
![]()
![]()