Ashii said:
![]()
subahhhhh subahhh
offfice mei
miss bells dete hue
![]()
shahrukh khan said:ashi
![]()
KING OF JB said:Yar wo Mukhbari ker dayta hain na
![]()
friend_16 said:ashii ab wo bacharay call tu ker nahi saktay ..
free ka kaam kernay mein tu hum paki mahir hein...![]()
![]()
Ashii said:
shahrukh khan said:ashi
![]()
kya hai.. mangne waali shakal kyun banai hai![]()
![]()
![]()
![]()
KING OF JB said:Yar wo Mukhbari ker dayta hain na
![]()
kaun karte hein mukhbari aur kahe ki![]()
friend_16 said:ashii ab wo bacharay call tu ker nahi saktay ..
free ka kaam kernay mein tu hum paki mahir hein...![]()
![]()
nahi nahiii,, call to karte rehte hein
par aaj subah galti se number dial ho gaya tha
![]()
![]()