of ramadan,aise lagta he jaise roze khatam ho gay,traaveeh k time masjidain phir sooni sooni ho jati hain,markets main vo rush k khuda ki panah,log roze bhool ker eid i fiker main per jate hain. kya hum ramadan se itne tung aye huay hote hain
Age: 124
7876 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
hmmm baat darasal yeh hai key log ramzan ki waja sey masjid jatey hain taraweh partey hain aur baki namazien...normal tu masjid main nahi jatey...aur laial tul qadr main kuch log aisey bhi atey hain jinhon ne taraweh nahi parhi...agar jumma,eid,ramzan na hota tu kya log atey
Age: 124
6315 days old here
Total Posts: 1036
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
27th kay baad ramzan khatam to nahi ho jata. bas josh khatam ho jata hai logon ka. shopping karnay jao to shoping karnay walon sai ziada un ko dekhnay walay hotay hain.
Age: 124
6432 days old here
Total Posts: 3264
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
u made till the end of ramzan "alive" n ager tu u have fully enjoyed our appni abadat ki tu shud b happy k apko yeh moka milla, wasay b janu, eid per sab khush nahi hotay kuch loug appnay say door hotay hain, our eid is like a sunday to them