$$$

3805 views 93 replies
Reply to Topic
Bazigaar

Age: 125
Total Posts: 40761
Points: 0

Location:
Israel, Israel
hum paisoon ke peechay kiyoon bhagtay hain?
paisay hamaray peechay kiyoon nahi bhagtaay??
Posted 25 Nov 2007

~CHANDNI~ says
ager    paisy   hamery

  pichy   bhagy 


to sab   masly hi khatam ho jay bazi
Posted 25 Nov 2007

Bazigaar says
not really..money ain;t answer to all problems...
Posted 25 Nov 2007

Bazigaar said:

hum paisoon ke peechay kiyoon bhagtay hain?
paisay hamaray peechay kiyoon nahi bhagtaay??


kiu ky hum bhagty haib es ly ager hum paiso ky bechy bahgna band kary to paisy khud hamary pechy pagy gi
Posted 26 Nov 2007

~CHANDNI~ says
Bazigaar said:

not really..money ain;t answer to all problems...








sab   koch   paisa    hay ajj kal   doniya   may
Posted 26 Nov 2007

Ayesha says
~CHANDNI~ said:

Bazigaar said:

not really..money ain;t answer to all problems...








sab   koch   paisa    hay ajj kal   doniya   may




nahi
buhat kuch hota hai paisa but SAB KUCH nahi hota
Posted 26 Nov 2007

Ashii says
kyun k paison ki tangein nahi hoti
so simple
Posted 26 Nov 2007

Bazigaar says
~CHANDNI~ said:

Bazigaar said:

not really..money ain;t answer to all problems...








sab   koch   paisa    hay ajj kal   doniya   may


let's take u'r example...when u'r husband was sick...u asked from prayers...not money...how come agar paisa sab kuch hae to u would have asked for money help no dua help
Posted 26 Nov 2007

~Fragi~ says
paisa sab ko wakai apney peechey bhagata hai
Posted 28 Nov 2007

Bazigaar says
per kiyoon? paisa hamaray peechay kiyoon nahi bhagta?
Posted 28 Nov 2007

sun_shine says
hum paisay k peechay is liye bhaagtay hain kyunki aaj kay daur main yeh so called izzat,shuhrat haian paiso hi ki waja say milti hain jo kay har
insaan ki khwahish hain aur shayad zaroorat bhi.
paisa hamaray peechay is liye nahi bhagta kyunki
wo bhaag nahi sakta woh logo k bank accounts main lock hain.usay wahan say nikaalnay ka raasta dhoondhna hoga.
Posted 28 Nov 2007

~Fragi~ says
bazi ji ya know hamesha halkee cheez hee bhagti hai
Posted 28 Nov 2007

Bazigaar says
mae ne bhari cheezain bhi bhagti dekhee hain
Posted 29 Nov 2007

sun_shine says
for example?
Posted 29 Nov 2007

Bazigaar says
sun_shine said:

for example?



cycle car se halki hoti hae but car tez bhajti hae
car train se halki hoti hae but train tez bhagti hae
Posted 30 Nov 2007

sun_shine says
yaa airoplane car say bhari hain per Car say tez hain
Posted 30 Nov 2007

Bazigaar says
haan so back to topis...paisa hamaray peechay kiyoon nahi bhagta?
Posted 01 Dec 2007

sun_shine says
aray jab paisa bhaag nahi sakta to wo kaisay hamaray peechay bhaagay ga?
har cheez insaan ki tarah nahi hoti jo kar sakta ho ya nahi kar sakta try zaroor karta hain.
Posted 04 Dec 2007

Bazigaar says
sun_shine said:

aray jab paisa bhaag nahi sakta to wo kaisay hamaray peechay bhaagay ga?
har cheez insaan ki tarah nahi hoti jo kar sakta ho ya nahi kar sakta try zaroor karta hain.



paisay bhi bhagtay hain
Posted 05 Dec 2007

sun_shine says
kaisay?
Posted 05 Dec 2007

Bazigaar says
wheels per
Posted 06 Dec 2007

sun_shine says
maloom nahi?
Posted 06 Dec 2007

cheeta says
bot achay
Posted 06 Dec 2007

Bazigaar says
so temme why money don;t come after us
Posted 07 Dec 2007

sun_shine says
kyunki paisa azmaish hai
Posted 08 Dec 2007

Bazigaar says
but why...hum kiyoon nahi paisay ke liye azmaish ban jatay
Posted 08 Dec 2007

sun_shine says
paisa hamari zaroorat hain hum paisay ki zaroorat nahi
Posted 09 Dec 2007

Bazigaar says
but why...akhir esa kiyoon hae
Posted 09 Dec 2007

sun_shine says
yeh aisa hi hain
Posted 10 Dec 2007

Bazigaar says
but why? akhir kiyoon
Posted 11 Dec 2007

sun_shine says
dont know why?
Posted 11 Dec 2007

Reply to Topic