problems of wedding life

3546 views 43 replies
Reply to Topic
Royaa Afghan

Age: 124
Total Posts: 1817
Points: 0

Location:
Netherlands, Netherlands
mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women
Posted 09 Mar 2008

Cathy says
this should be in serious Forum i guess..!
Posted 10 Mar 2008

~Fragi~ says
NAHI IT CAN B DISCUSSED HERE
Posted 10 Mar 2008

Fairl_Girl says
idher discuss nai ho sakti yeh baat
Posted 10 Mar 2008

~CHANDNI~ says
Royaa Afghan said:

mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

PROB START HI SHADI AY BAD HOTY HYA kise ko koi kise koi
   abbb ager ham 10 girlz married ko lay to 10 ko 10 ki mukhtalif story hay.....pr koch log hay woh khosh bhi hay Allah sab cuplz ko khosh rakhy AMIN
Posted 10 Mar 2008

Cathy says
Fairl_Girl said:

idher discuss nai ho sakti yeh baat

Yeh ....Abhi agay dekhna ...Serious answeres milaingay
Posted 10 Mar 2008

~CHANDNI~ says
lolz    sath my   funny bhi hoon gay cathy then kiya karyn gay lol
Posted 10 Mar 2008

Cathy says
Ahahhahha ....Yeh bhi hay ....
Phir ....yahan mve kerdijiyeh ga topic
Aisay hee disco kerta rahay ga ..toh sabki nazron mein rahay ga
Posted 10 Mar 2008

Royaa Afghan said:

mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

u talking abt b4 marriage or after marriage??
Posted 10 Mar 2008

~CHANDNI~ says
nahi yare yahan thik hay   sara   jb hi apna hay
Posted 10 Mar 2008

~CHANDNI~ says
girlz to argest karty hay
pr   boyez her time yah song gaty nazar aty hay

shadi kar kay phass gya yare ach khasa tha kanwaraaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Posted 10 Mar 2008

~CHANDNI~ says
shahrukh khan said:

Royaa Afghan said:

mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

u talking abt b4 marriage or after marriage??

after marrige sweeto
Posted 10 Mar 2008

sun_shine says
Salaam
I think pareshan shayad is liye hotay hain
k shaadi kay baad zimedariyan aur barh jaati hain
jahan aik person ki sirf apni life aur soch hoti hain
shaadi k baad unhain har cheez k baray main ziyada responsible hona parta hain
before marriage you only have to maintan ur self
but after marriage you have to maintain a family
u have to give more time to ur family
i think society ka difference bhi aik important role play karta hain
kuch log shadi say pehlay khush hotay hain
kuch shadi k baad
Posted 10 Mar 2008

Barsaat says
^SS

i think har new aur anjani thing preshan karti hay
chahay woh clg ka fresh start ho
new job ho
waisay maira khayal hay kay sab kuch INSAN kay apnay
hands main hota hay
aap kisi maslay ko koi bi rang day saktay ho
matlab agar aap KHUSH rahna chahtay ho to
har anay walay maslay ko +ive way say hal karnay ki koshish karogay.

sumtimes shadi preshaniyon say nijaat bi dila daiti hay
Posted 10 Mar 2008

~CHANDNI~ says
Aasera said:

i dont thik mama papa kay ghar larki ko koi prob hoo
Posted 10 Mar 2008

sun_shine says
yaa Agree Miss Aasera jee
and Chandni jee
Kisi insaan ki life shadi say pehlay buhat achi hoti hain so woh expect kartay hain k shaadi k baad bhi life aisi hogi jabkay aisa nahi hota
aur kuch logo ki life shaadi say pehlay achi nahi hoti
phir agar unhain achi family milay to its like a dream come true.
Posted 10 Mar 2008

~CHANDNI~ says
well said   ss
Posted 10 Mar 2008

sun_shine says
Thank you jee
Posted 10 Mar 2008

~CHANDNI~ said:

Royaa Afghan said:

mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

PROB START HI SHADI AY BAD HOTY HYA kise ko koi kise koi
   abbb ager ham 10 girlz married ko lay to 10 ko 10 ki mukhtalif story hay.....pr koch log hay woh khosh bhi hay Allah sab cuplz ko khosh rakhy AMIN

yeh kuch log khuch hain
main yeh nahi kah rahi ky sary khush nahi hain
mager zeyada ter khush nahi hain
ok 10 ky 10 girls ki story mukhtalif hoge mager 10 main 8 khush nahi hogi na
to keya howa mukhtalif ho mager end wahi ek
Posted 10 Mar 2008

Cathy said:

this should be in serious Forum i guess..!

yeh main ny pehly yahi socha lekin mujy laga ky yaha hona chahy
Posted 10 Mar 2008

shahrukh khan said:

Royaa Afghan said:

mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

u talking abt b4 marriage or after marriage??

after marriage
Posted 10 Mar 2008

Its the attitude.
Posted 10 Mar 2008

sun_shine said:

Salaam
I think pareshan shayad is liye hotay hain
k shaadi kay baad zimedariyan aur barh jaati hain
jahan aik person ki sirf apni life aur soch hoti hain
shaadi k baad unhain har cheez k baray main ziyada responsible hona parta hain
before marriage you only have to maintan ur self
but after marriage you have to maintain a family
u have to give more time to ur family
i think society ka difference bhi aik important role play karta hain
kuch log shadi say pehlay khush hotay hain
kuch shadi k baad

Posted 10 Mar 2008

Fairl_Girl says
shahrukh khan said:

Royaa Afghan said:

mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

u talking abt b4 marriage or after marriage??
chup kar jao bas srk
Posted 11 Mar 2008

~CHANDNI~ says
Royaa Afghan said:

~CHANDNI~ said:

Royaa Afghan said:

mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

PROB START HI SHADI AY BAD HOTY HYA kise ko koi kise koi
   abbb ager ham 10 girlz married ko lay to 10 ko 10 ki mukhtalif story hay.....pr koch log hay woh khosh bhi hay Allah sab cuplz ko khosh rakhy AMIN

yeh kuch log khuch hain
main yeh nahi kah rahi ky sary khush nahi hain
mager zeyada ter khush nahi hain
ok 10 ky 10 girls ki story mukhtalif hoge mager 10 main 8 khush nahi hogi na
to keya howa mukhtalif ho mager end wahi ek

hmm   sahi kaha rahy hoo panchon ongliyan barber nahi howty
Posted 11 Mar 2008

yeh
Posted 11 Mar 2008

kiran says
I think ager wife aur husband eik doosre ko samagh lain aur eik doosre ke
ehsaas aur izaat e nafs aur jazbat ka khayal rakhain to gher jannat bante
dair nahin lagti
Posted 11 Mar 2008

sun_shine says
Yess right
kehtay hain k
Aurat say ghar banta hain
jannat bhi jahanum bhi
per Husband ka role bhi buhat important hota hain
aaj kay wakt main
How can we expect that
kay hum kisi ko respect na day
aur woh hamain dan.
Buhat kam aisay log hongay
So Both have their responsibilities.   
Posted 12 Mar 2008

agreed with kiran n SS
Posted 12 Mar 2008

i think wen one is single tu one wants 2 get married n wen one gets married tu u wana b single again wohi baat jo shaadi karey woh b pashtaye aur jo na karey wo b.....its human nature 2 complain about wat one has n want 2 want wat u don have.....
Posted 12 Mar 2008

kiran said:

I think ager wife aur husband eik doosre ko samagh lain aur eik doosre ke
ehsaas aur izaat e nafs aur jazbat ka khayal rakhain to gher jannat bante
dair nahin lagti

yeh right per aj kal bohat kam log hain
jo eysa karty hain
esi ly to bohat log shadi sy pareshan hoty hain
Posted 12 Mar 2008

Reply to Topic