Chalo phirse kahani shuru karain

2691 views 11 replies
Reply to Topic
A K S

Age: 124
Total Posts: 22
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

chalo phir se khani shuru karain,
   chalo phir se khud ko faraib dain,
   mujhe is say koi mufar nahi,
   teri chahaton main khaloos tha,
   tera lehja wajah e qarar tha,
   teri har ada main khumaar tha,
   tu jo ik pal ko juda huwa,
   meri zindagi ka wo ik pal,
   kisi karay imtihan se kam na tha,
   usi ik pal k hissar main,
   main kai baar mar mar k ji utha,
   tera itamad mere liye sabb e sakoon bana raha,
   tere visal ki sabhi saatain bani zindagi se b mustajir,
   tujhe yaad hay tere qurb main,
   main jo ik lamhe ko sa gaya,
   usi ik lamhe ki neand ne,
   mere zaichoo ko badal dia,
   mere mos6 ko badal dia,
   tu badal gaya tou meri nazar,
   hui meri zaat se bhi be khabar,
   tere baad tou mere charag e ghar,
   mera dil b bikharta chala gaya,
   mujhe tuj pe itna gharoor tha,
   tu ne us gharoor k jurm main mujhe,
   wo zawal aata kia k us k baad tou meri jaan,
   teri qurbatoo k hasool ka mujhe hosala hi na ho saka,
   tu taveel waqt k baad jab sare raah mujh se mila,
   tou dil unhi mosamoo main chala gaya,
   jo thay be aant hum pe meharban,
   hamare payar k raaz daan,
   tujhe deakh k mere meharban,
   mere dil ne chup k se phir kaha,
   chalo phir se kahani shuru karain,
   chalo phir se khud ko faraib dain,

Posted 17 Mar 2008

cutefriend says
very nice contribution   
Posted 17 Mar 2008

Miss mine says

welcum bak z

v nice poetry
Posted 17 Mar 2008

sun_shine says
Really nice
Posted 17 Mar 2008

ONLYARBAB says
ahan gooody

welcome back

very good
Posted 17 Mar 2008

very nice...

Posted 17 Mar 2008

Miss mine says
A K S said:

chalo phir se khani shuru karain,
   chalo phir se khud ko faraib dain,
   mujhe is say koi mufar nahi,
   teri chahaton main khaloos tha,
   tera lehja wajah e qarar tha,
   teri har ada main khumaar tha,
   tu jo ik pal ko juda huwa,
   meri zindagi ka wo ik pal,
   kisi karay imtihan se kam na tha,
   usi ik pal k hissar main,
   main kai baar mar mar k ji utha,
   tera itamad mere liye sabb e sakoon bana raha,
   tere visal ki sabhi saatain bani zindagi se b mustajir,
   tujhe yaad hay tere qurb main,
   main jo ik lamhe ko sa gaya,
   usi ik lamhe ki neand ne,
   mere zaichoo ko badal dia,
   mere mos6 ko badal dia,
   tu badal gaya tou meri nazar,
   hui meri zaat se bhi be khabar,
   tere baad tou mere charag e ghar,
   mera dil b bikharta chala gaya,
   mujhe tuj pe itna gharoor tha,
   tu ne us gharoor k jurm main mujhe,
   wo zawal aata kia k us k baad tou meri jaan,
   teri qurbatoo k hasool ka mujhe hosala hi na ho saka,
   tu taveel waqt k baad jab sare raah mujh se mila,
   tou dil unhi mosamoo main chala gaya,
   jo thay be aant hum pe meharban,
   hamare payar k raaz daan,
   tujhe deakh k mere meharban,
   mere dil ne chup k se phir kaha,
   chalo phir se kahani shuru karain,
   chalo phir se khud ko faraib dain,

ur in my thoughts n prayers   
Posted 20 Mar 2008

kiran says
very very nice
Posted 20 Mar 2008

Rapunzel says
very nice
Posted 24 Mar 2008

valandrian says
bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773
bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773bd31773

bd31773
Posted 05 May 2018

Posted 25 Sep 2018

Posted 28 May 2022

Reply to Topic