Forums
Poetry Cafe (URDU)
Wajha
Reply to Topic
cutefriend
Age: 39
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Meri khata ko tune wajah di Bina baat ke bhi mujhko tune saza di Shola tha dil main mere gum ka Usper tune aur aag laga di Samjh ke bhi tune etna na samjha Mere pyaar ne bas tujh ko sada di Dil ke tukde tukde kerke Zid se tune her khwahish mita di Main ne manga tha saath bas tera Gayero ke pass jaker meri tune qimat hi gira di Aansoo mere dil ke gum ke Mange tujh ko aur tune mujh ko bas daga di Samjhaye bhi tu kaise tujh ko Tune tu her baat has ke uda di Dil main hi reh gaye din wo pyaar ke Her baat tere mere dil ki tune aye sangdil bhula di Meri khta ko tune waja di Bina baat ke bhi mujhko tune saza di Kitna sitam tu laakh aur kerle dil ne mere bas tujhko duwa di
Rehan M Din
Age: 44
6579 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
^dewaja^
Age: 124
6420 days old here
Total Posts: 2081
Points: 0
Location:
,
~CHANDNI~
Age: 124
7850 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
VERY nice WORK CF and WELCOME SWEET FRIND
sun_shine
Age: 124
7020 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum Buhat Khoob...!
Rapunzel
Age: 124
7072 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jal gaya barnol lagaye vv nice
Mujrim
Age: 34
6603 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ya ya ji ji
Mujrim
Age: 34
6603 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
aap kyu jall rahi ho?? aap bernol lagao
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ap naak agay lao
Royaa Afghan
Age: 124
6433 days old here
Total Posts: 1817
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Jo dard dil mein hai bataya nahi jata Jo dil pe guzra hai sunaya nahi jata Zakhm aisa diya us zalim ne hamein Ki us zakhm per marham lagaya nahi jata Us bewafa ne na ki hum se wafa kabhi Phir bhi us bewafa ko bewafa kaha nahi jata Nazar ata hai jab bhi kahin wo hamein To in ankhoun pe pehra lagaya nahi jata Yaad ata hai wo her mehfil aur tanhai mein Pata nahi kyoun us zalim ko bhulaya nahi jata Kehta hai zamana hamein muskurane ko aye Kabir Is dard bhare dil se muskuraya nahi jata
Mujrim
Age: 34
6603 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
Fairl_Girl said: ap naak agay lao
na mei doosre ke kaam mei naak nai ghusata :P
Mujrim
Age: 34
6603 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
Fairl_Girl said: Jo dard dil mein hai bataya nahi jata Jo dil pe guzra hai sunaya nahi jata Zakhm aisa diya us zalim ne hamein Ki us zakhm per marham lagaya nahi jata Us bewafa ne na ki hum se wafa kabhi Phir bhi us bewafa ko bewafa kaha nahi jata Nazar ata hai jab bhi kahin wo hamein To in ankhoun pe pehra lagaya nahi jata Yaad ata hai wo her mehfil aur tanhai mein Pata nahi kyoun us zalim ko bhulaya nahi jata Kehta hai zamana hamein muskurane ko aye Kabir Is dard bhare dil se muskuraya nahi jata
beautiful
loved it
MASHALLAH
touchd me
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
THX U
Mujrim
Age: 34
6603 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
yw netym FG jee
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
SOCH LO
Mujrim
Age: 34
6603 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
jee soch lia np wont regret
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Har But Yahan Tootey Hoyee Pathhar Ki Tarah Hey Ye Shehr Tou Ujrdey Hoyee Mandir Ki Tarah Hey Mein Tishna-i-Deedar Ke Jhonka Houn Hawa Ka Woh Jheel Mien Utrey Hoyee Manzar Ki Tarah Hey Kam-zarf Zamaney Ki Haqarat Ka Kiya Gila Mein Khush Houn, Mera Piyar Samander Ki Tarah Hey Iss Charakh Ki Taqdees Kabhi Raat Ko Dekho Ye Qabar Pe Pheli Hoyee Chadar Ki Tarah Hey Mein Sang-e-Teh- Aab Ki Soorat Houn Jahan Mein Aur Waqt Bhi Soye Hoyee Sagar Ki Tarah Hey Rotey Hein Bagoley Merey Daman Se Lipat Kar Sehra Bhi Tabiaat Mein Merey Ghar Ki Tarah Hey
Mujrim
Age: 34
6603 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
beautiful after my mom helpd me wth it
beautiful poem
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kiakaha?
Mujrim
Age: 34
6603 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
pehlay samjh nai aaya
phr ami jee ne help kia
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ohhhhhhhhhhh acha
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bicharr ke mujh se tum bhi jee na paoge Sach kehti hoon mere bin bohat pachtaoge Bardasht ka paimaana hai mera bhi bohat wasi Bolo kitna rulaoge bolo kitna sataoge Yaadein meri satayengi baatein meri rulayengi Meri nigahon se tum khud ko kahan tak chhupaoge Saaya bhi hua karta hai kya kabhi Insaan se judda Tum jahan bhi jaoge saath mujh ko paoge Kardega mera khaloos yeh haalat tumhari Raaz e Dil zaban tak laoge aur keh na paoge Karti hoon intezaar us lamhe ka main Jab mujhe apna keh ker paas bulaoge
Mujrim
Age: 34
6603 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thx u so much
Fairl_Girl
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Niyyat Hi Agar Thik Zamanay Ki Nahi Hay Jaldi To Mujhay b Kahin Janay Ki Nahi Hay Jin Khuwaboon Ki Tabeer Par Israar Hay Tum Ko Un Khuwaboon Ki Tabeer Btanay Ki Nahi Hay Jis Baat Ko Phirtay Ho Chupaye Hoye Dil Mein Vo Baat Kisi Se b Chupanay Ki Nahi Hay Iss Bheed Mein Saaye Se Bichdta Huwa Saaya Kehta Hay Yahan Saath Nibhanay Ki Nahi Hay Jaltay Hoye Shehron Mein Izafa Hi To Hoga Jab Rasm Koi Aag Bujhanay Ki Nahi Hay Chehry Se Parho Jabr e Maah o Saal Ki Tareekh Yeh Dastaan Duniya Ko Sunanay Ki Nahi Hay Sab Log Khazanay Ki Taraf Daurr Rahay Hain Chabi To Kisi Pass Khazanay Ki Nahi Hay Jo Tery Liye Waqt Se Lartay Hain Abhi Tak Un Ko To Khabar Hi Tery Anay Ki Nahi Hay Dukh Yeh Hay Tu Sach Sun,ny Ka Aadi Nahi Warna Yeh Umer Tujhay Khuwaab Dikhanay Ki nhi ha.
Mujrim
Age: 34
6603 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
beautiful jeee
and btw MG ws sayin sala to u
Rehan M Din
Age: 44
6579 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Reply to Topic