Gham-e-Dil sunany ko ji chahta hai tumen azmany ko ji chahta hai Khwab ki terha bikhar jany ko dil chahta hai aesi tanhai k mar jany ko dil chahta hai wohi peman jo kabhi ji ko khush aya tha bohat osi peman se mukar jany ko ji chahta hai suna hai ye jab se bohat door ho tum bohat door jany ko ji chahta hai Gham-e-Dil sunany ko ji chahta hai faqat hai yehi onki nazron ka dhoka k dhoky mn any ko ji chahta hai nazar wo na aen phir b inki gali main yunhi any jany ko dil chahta hai dua hai wo ham se soo bar roothen hamara manay ko ji chahta hai onhen ham se koi shikayat nahi hai yunhi dukh othany ko ji chahta hai Gham-e-Dil sunany ko ji chahta hai Tumhen azmany ko ji chahta hai