Samoosay

16561 views 439 replies
Reply to Topic
SupidGuy

Age: 124
Total Posts: 12314
Points: 0

Location:
Hungary, Hungary

Rawalpindi City ki Commercial Market ki sab se mashhoor shop Refreshment Center ke Qeemay Walay Samoosay!!

Hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm

Kamaal Samoosay hein aur Moosam!!!!!!

Posted 05 Aug 2008

Ayesha said:

haan haan apnay Basit sahab baray dayalu waqia huway hain

tauba kar lain...
yeh Basit ki kanjoosi ki shaan mai gustakhi hai...
Posted 07 Aug 2008

Ayesha says
Rehan M Din said:

Ayesha said:

haan haan apnay Basit sahab baray dayalu waqia huway hain

tauba kar lain...
yeh Basit ki kanjoosi ki shaan mai gustakhi hai...

hayen Basit
Posted 07 Aug 2008

Rapunzel says
~Fragi~ said:

sultan rahi as Bila Gujar

Ap ye sab dekhte rahe hain
Posted 07 Aug 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

yeh commercial market kahan hai???

Rwp mein

Rwp mai kis jagah per...

St/town ka ilm hai??

mujhay sirf mureee road aur tench ka pata hai...

chalo shuker hai
Posted 07 Aug 2008

~Fragi~ says
Rapunzel said:

~Fragi~ said:

sultan rahi as Bila Gujar

Ap ye sab dekhte rahe hain

never yaar yeh tu tumhara taste hai

mein tu life mein ek baar cinema gaya hoon woh b last sey last sunday ko kismat konnection dekhee thee
woh b kissi k kehney per
Posted 07 Aug 2008

~Fragi~ says
Rehan M Din said:

~Fragi~ said:

arey rehan tum subha subha rwp phunch ker phone kar dena basit ko

bus phir dono mil ker wahan nashta karna .......

is nay ana hi nahi hai wahan per...

us ney aajana hai

mera taste nhi apka hai tabhi apko malumat hain wo bi mukamal

arey tum hee tu cheekh cheekh ker us ko bula rahee thee
Posted 08 Aug 2008

Ayesha says
samosay kahan gaye?

ghalt-fahmi hai Apki
Posted 08 Aug 2008

tehzeeb says
Rapunzel said:

ainda mein UK ki tarf maun kar k khayon gi dear waise bhagte kion ho??

                                                             Qk woh itney mazey k hotey hain k bus dobara khaney ki khuwahish he nahi hoti.
Posted 08 Aug 2008

Rapunzel says
tehzeeb said:

Rapunzel said:

ainda mein UK ki tarf maun kar k khayon gi dear waise bhagte kion ho??

                                                                    Qk woh itney mazey k hotey hain k bus dobara khaney ki khuwahish he nahi hoti.

ohhhhhhhhh

ghar pe try karo
Posted 09 Aug 2008

Desi_MC says
hahaha i used to eat there my way back from Bajwa Academy...hahaha
Smosa chaat....
Kiyaa naam tha larkay ka.. Shahbaz... ganja saa...
Posted 09 Aug 2008

~Fragi~ said:

Rehan M Din said:

~Fragi~ said:

arey rehan tum subha subha rwp phunch ker phone kar dena basit ko

bus phir dono mil ker wahan nashta karna .......

is nay ana hi nahi hai wahan per...

us ney aajana hai

paa ji... maan lain... nahi ae ga...
chalain aaj mai chala jata hoon.. wahan pohnchnay sai ghanta pehlay call karon ga.. and will turn on conference... khud sun lijiye ga...
Posted 09 Aug 2008

Ayesha says
main nay poocha tha samosay kahan gaye?
Posted 09 Aug 2008

Rapunzel says
hamein kya malum
Posted 09 Aug 2008

tehzeeb says
Rapunzel said:

tehzeeb said:

Rapunzel said:

ainda mein UK ki tarf maun kar k khayon gi dear waise bhagte kion ho??

                                                                           Qk woh itney mazey k hotey hain k bus dobara khaney ki khuwahish he nahi hoti.

ohhhhhhhhh

ghar pe try karo
                                   hi h r u hum log yehi katey hain par u know pakistan wali adatein nahi jati na bahar khaney wali
Posted 10 Aug 2008

han yaar ye baat tu hai aik chaska sa lag jata hai zuban ko

Ramzan mein kiya karti ho??I means kachoriyan yummy
Posted 10 Aug 2008

Ayesha says
Rapunzel said:

hamein kya malum

Rapu meray liye samosay banao

Posted 10 Aug 2008

Rapunzel says
kion jee
Posted 10 Aug 2008

~Fragi~ says
Rehan M Din said:

~Fragi~ said:

Rehan M Din said:

~Fragi~ said:

arey rehan tum subha subha rwp phunch ker phone kar dena basit ko

bus phir dono mil ker wahan nashta karna .......

is nay ana hi nahi hai wahan per...

us ney aajana hai

paa ji... maan lain... nahi ae ga...
chalain aaj mai chala jata hoon.. wahan pohnchnay sai ghanta pehlay call karon ga.. and will turn on conference... khud sun lijiye ga...

9 AUG ko tum dono mein sey koi gaya ho ya na gaya ho . per mein ney 11 baje k around nashta commercial market mein sey refreshment center sey kiya
Posted 11 Aug 2008

akelay akelay kia...
aur hazam bhi kar lia...
wesay to ham ap sai pehlay hi naraz hain...
aur ho jatay hain...
Posted 11 Aug 2008

Ayesha says
Rapunzel said:

hamein kya malum

tum he nay khaye hain saray samosay

Posted 11 Aug 2008

~Fragi~ says
narazgiunlimited
Posted 11 Aug 2008

bilkul bilkul...
Posted 11 Aug 2008

~Fragi~ says
jaisey ko taisa
Posted 11 Aug 2008

jaisa kon hai aur taisa kon?
Posted 11 Aug 2008

~Fragi~ says
dono tum hee tu ho
Posted 11 Aug 2008

nahi...........

yeh nahi ho sakta...

Posted 11 Aug 2008

Ayesha says
yah ho gaya hai
Posted 11 Aug 2008

Reply to Topic