How are you All? A new Topic from My side about Ramadhan kareem and Eid Here you can give any Time table or good and interesting tips of Spending Ramadhan and Eid
My happiness knows no bound when Ramadhan comes but Eid day Mostly with Realtives and friend calls se start hota hain ,But this year i am planning to celebrate it fully in an Islamic way ,starting the day with thanks to Allah swt InshAllah...!
Rapunzel
Age: 125
7203 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Waalaikum Assalam
Alhamdulillah fine wht abt u Dear??
hmm koi khas planning ya time tale nhi haan ramdan mein hum insano ki tarah sote hain aur ziada time Quran pak ki talaqat mein niklata hai albata Eid ka pahla din bz aur dosre din ko so ka guzarte hain
sun_shine
Age: 125
7151 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:
Waalaikum Assalam
Alhamdulillah fine wht abt u Dear??
hmm koi khas planning ya time tale nhi haan ramdan mein hum insano ki tarah sote hain aur ziada time Quran pak ki talaqat mein niklata hai albata Eid ka pahla din bz aur dosre din ko so ka guzarte hain
*MashAllah nice Me Alhamdulilah fine,Thanks...!
Oh Right thats Really nice Ramadhan kareem main Mostly people Quran Paak ki tilawat aur tasbeeh ziyada kartay hain...!
Shahrukh Khan
Age: 125
7999 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
Walekum salaam
Ramadan main quran paak parna aur zyada sey zyada ALLAH ki taraf roju hona...Eid ke first day namaz parne jao phir eid milo sabse,,aur uske baad bhai aur cousin ki family humarey ghar atey hain eid mananey