mere samne wali khirki mai..

2789 views 60 replies
Reply to Topic
madgirl

Age: 124
Total Posts: 1010
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mere saamne waali khirki mai.............................
koi chand ka tukra nahi rehta
waha to ek uncle rehte hai apni begum or 2 adad bacho k saath.mere or un k kitchen ki khirki aamne saamne hai..bechaare uncle,kitne ache hai mai jab university se wapis aati hu to un ko humesha kitchen mai paati hu
barri mehnat lagan or tundahi k sath kitchen mai kaam karte hai........wo office se waapis aate hi kitchen mai entry lete hai.barra acha lagta hai unko dekh k,k mashALLAH kitni imaandari se begum sahiba ki sewa karte hai................afreen hai uncle aap pe
Posted 22 Sep 2008

Rapunzel says
Posted 22 Sep 2008

~CHANDNI~ says
chand ka tukra     yare   nahi no compromise @chand
Posted 22 Sep 2008

SupidGuy says

So caring @ Uncle!!!!


aur antie kya karti hein????
Posted 22 Sep 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum

*Lolz Uncle jee so caring mashAllah
May be unki wife beemar ho...!
Posted 22 Sep 2008

SupidGuy says

sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*Lolz Uncle jee so caring mashAllah
May be unki wife beemar ho...!




Walaikumassalam!!!
Yeah aisi CONDITION bhi ho sakti hai....

magar MADGIRL kah rahi hein ke woh HAMAISHA hi kitchen mai paati hein!!!


LOL



Posted 22 Sep 2008

Rapunzel says
~CHANDNI~ said:

chand ka tukra     yare   nahi no compromise @chand



Chand chahiye
Posted 22 Sep 2008

~Fragi~ says
wow Rehan bhai kee deeto copy
Posted 22 Sep 2008

SupidGuy says

~Fragi~ said:

wow Rehan bhai kee deeto copy






Mindblowing!!!


Posted 22 Sep 2008

~Fragi~ says
aint it true ??
Posted 22 Sep 2008

SupidGuy says

~Fragi~ said:

aint it true ??



So Much!!!


Posted 22 Sep 2008

madgirl says
nahi aunty jee beemar nahi hai,mashALLAH sehat mad or tawana hai........bas uncle ji pe un ka rob thora zada hai
aajkal iftaari k waqt jab mai apne kitchen mai iftaari mai banati huu to wo apne kitchen mai saaz-o-saman k sath jute rehte hai...kia nazara hota hai,bechare ek to khud aftaar banate hai phir wo humare ghar bhi khud hi dene aaye iftaari.....
Posted 22 Sep 2008

Rapunzel says
haye haye bechare

mujhe un se dilli hamdardi hai
oey ziada khirki se mat jhankna kisi din aunty ne dekh lya shamat ani hai becharon ki
Posted 22 Sep 2008

cutefriend says
Dkha na males kitne shareef hote hain.hamdard hote hain.Jo kaho aram se sun lete hain
Posted 22 Sep 2008

Rapunzel says
tauba tauba
Posted 22 Sep 2008

madgirl says
ab itne bhi shareef nahi hote
cf tum apni misal hi lelo
Posted 22 Sep 2008

SahirXX says
nice one........
Posted 22 Sep 2008

Rapunzel says
madgirl said:

ab itne bhi shareef nahi hote
cf tum apni misal hi lelo

dekha cf jhoot nhi bolte sab k samne yun din dehaare
Posted 22 Sep 2008

madgirl says
yessssssssssssssssssssssss
ab to humari party mai sehrixxx bhi shamil hai
Posted 22 Sep 2008

~Fragi~ says
sarey male masoom nahi hotey
Posted 22 Sep 2008

Rapunzel says
madgirl said:

yessssssssssssssssssssssss
ab to humari party mai sehrixxx bhi shamil hai



party bari ho rhi hai maddy
Posted 22 Sep 2008

madgirl says
dekh lo hum taraqee kar rahe hai
chalo tehreek chalaye in larko k khilaf
Posted 22 Sep 2008

Rapunzel says
qadam barhayo maddy hum tumhare sath hain
Posted 22 Sep 2008

madgirl says
maine barha liye qadam
Posted 22 Sep 2008

Rapunzel says
kahan pohanchi
Posted 22 Sep 2008

tehzeeb says
wow yar kitney nice uncle hain
Posted 23 Sep 2008

madgirl says
see sabhi ko un se hamdardi hai
lekin koi credit aunty ko nahi de raha jab k unko shabashi milni chaahiye uncle per control rakhne ki
Posted 23 Sep 2008

~Fragi~ says
mazloom larkoon k khilaaf thereek ??



rehan tu bechara gaya
Posted 23 Sep 2008

madgirl says
serf rehan hi nahi sab jbian boys gayeeeeee
Posted 23 Sep 2008

Rapunzel says
tehzeeb said:

wow yar kitney nice uncle hain



Posted 23 Sep 2008

Rapunzel says
madgirl said:

see sabhi ko un se hamdardi hai
lekin koi credit aunty ko nahi de raha jab k unko shabashi milni chaahiye uncle per control rakhne ki



han bilkul Aunty ko meri tarf se salute
Posted 23 Sep 2008

Reply to Topic