Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Lamha lamha toot gaye hai Eik apne se rhoot gaye hai Manzil pe aaney se pehle hum raaho se choot gaye hai Lamha lamha toot gaye hai Eik apne se rhoot gaye hai Jin haatho ki ham kismet the Un haatho se choot gaye
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Muskurati palko se ashk gir jate hain, aap kya jano kahan se hamare gam ate hain, Aj bhi hum us mod pe khade hai jaha, Apne kaha tha thehro hum abhi aate hain.
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Milne ki khushi hai ya bichadne ka gam, Aankho me Aansu hai ya udas hai man, kaise kahe, kaise hai (Hum),bas itna samajh lo ki (Tum) bin Akele hai Hum .
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ek pal ka ehsaas bankar aate ho Tum, Dusre hi pal khushbu ki tarah udd jate ho Tum, jaante ho tanhaiyon se darr lagta hai Hume, phir bhi tanha chhod jaate ho
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,krte byan to mehfl ko rula dete.
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Koi na melay to kismat se ghila nhi krty! akSr log mel kr bi mela nhi krty! har shaakh par bahaar aati hy Zaror! par har shaakh par phool khila nhi krty
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Muhabbat Ka Ajeeb Karobar Humne Kiya Woh Bewafa Sahi Magar Pyar Humne Kiya Ager Woh Chor Gaya To Mat Kaho Bura Usko Kasoor Uska Nahi Aitebaar Humne Kiya.
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Bhooley Hein Wo Kuch iS Tarha Sy Hmein. Ub intezar Karna Humara Naseeb Ho Gaya Na Jaany Koi Khata Ho Gai Shayad Ham sey Ya KOI AOR Unkey Qareeb Ho gaya,
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Meray wajood se lipti khusboo tere naam ki hai meray dil main basi har ik dharkan tere naam ki hai itna yakeen kar le mere humnasheen bin tere meri zindagi baynaam si hai..
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
~DOSTI~ ~~~~~~~~~~~~ ~~ “DOSTI mosam nahi, keh apni muddat pori karay orr rukhsat ho jay, DOSTI sawan nahi, keh toot kar barsay or tham jae, DOSTI aag nahi, keh sulgy bharkey or bujh jae, DOSTI aftab nahi, keh chamkey or doob jae, DOSTI phool nahi, keh khiley or phir murjha jae, DOSTI to saans hai jo chaley to sab kuch toot jae to kuch bhi nahi…….. …
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Har ek Jazbat ko Zuban nahi milti, Har ek Aarzu ko dua nahi milti, Muskurahat banaye rakho to duniya hai sath, aansuo ko to ankho me bhi panah nahi milti
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Logon ne mere gum ka tamasha bana diya, Mere chaman k saath mera dil bhi jala diya! Apno ne mere pyaar ka kuch yun sila diya, Ulfat badley khoon k ansu rula diya.
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
AAJ HUM UN KO BEWAFA KEH KER AYE HAIN …. UN KE KHATON KO PAANI MAIN BAHA KER AAYE HAIN.. UN KE KHATON KO KOI PADH NA LE KOI IS LIYE … PAANI MAIN BHI AAG LAGA KER AAYE HAIN…….
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ho sakta hai uss ne anjaane me hume rula diya, Uss ne duniya ke kehne pe hume bhula diya Hum to waise bhi akele the, Kya hua agar kissi ne ehsaas dila diya..
Age: 124
6412 days old here
Total Posts: 11119
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ek dil mere dil ko jakham de gaya, Zindagi bhar akele jeene ki kasam de gaya, Laakhon phool se ek phool chuna tha humne, Jo kaanton se bhi gahra jakham de gaya.