Dil Vs Dimagh***

3694 views 34 replies
Reply to Topic
sun_shine

Age: 125
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan

Assalam O Alaikum

*Dimaagh : meri samjh main nahi aata ke scohta main hun

mashvara main deta hun phir bhi log tumhari mante hain

Dil :aaye nadaan insaan ko sochne par majboor to main karta hun na

jab hi to us ne mujhe seene se laga rakha hai

Dimaagh: dekho main uss ke itnae kareeb hoon ke

main uus ka her dard apne andar samo leta hoon

Dil :aur main uus ka kitna humdard hoon ke main uus ki tadap

apne wajood main mehsoos karta hoon

Dimaagh:main insan ko zindagi ke suhaane khuwaab dekhta hoon

Dil :aur main apni dhadkano ki raaftar tabeer ki taraf usss ki

rehnumayi karta hoon aur khuwaabon ki tabeer uus pe aashkaar karta hoon

Dimaagh:jisam ka aasal badshah main hoon kyun ke

usss ki zaruraton ka aadraak tow main hi karta hoon

Dil :aasal badshah tow main hi hoon jiss waqt tum so rahe hote ho

uus waqt bhi jism ko rozi pahuncha raha hota hoon

Dimaagh:aaye ghustaakh chup ho ja meri hukumat sari kainat par hai

agar main chahun to teri dhadkanein rok dun aur chahun tow tez kar dun

Dil :kyun na kar sako aakhair tumhari ragon main bhi to

mera hi khoon dourr raha hai na...!

Posted 02 Jan 2009

Asian says
THAT IS SOOOOOOOO TRUE

meri sooch dil ko mano

dil keray patans ko ghussa charay to charaow
Posted 02 Jan 2009

sun_shine says
Asian said:

*Thank You jee
Yaa Right
Means Aap Dil ki baat maanti hain.
Waisay Apko ek baat kahay
Pathan Ko Aik baar Ghussa Ata hain
aur Woh buhat shadeed kisam ka hota hain Lolz...!
Posted 02 Jan 2009

Asian says
yehi to maza hai

ghussa aya shout kernay lagay

bass masoom se akoon se deeko

khud chup ho jatay hai
Posted 02 Jan 2009

boht khobsorat sharing...
Posted 02 Jan 2009

sun_shine says
Asian said:

yehi to maza hai

ghussa aya shout kernay lagay

bass masoom se akoon se deeko

khud chup ho jatay hai

*Lolz
How shweet...!
Posted 02 Jan 2009

sun_shine says
Rehan M Din said:

boht khobsorat sharing...

Assalam O Alaikum

*Thank You jee...!
Posted 02 Jan 2009

nice sharing!
Posted 02 Jan 2009

Rapunzel says
Waalaikum Assalam

Very Nice Topic
Tu DR.AM ap Dil ki manti hain ya damagh ki
Posted 02 Jan 2009

sun_shine says
London_Girl said:

nice sharing!

Assalam O Alaikum

*Thank You Very Much jee...!
Posted 04 Jan 2009

sun_shine says
Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

Very Nice Topic
Tu DR.AM ap Dil ki manti hain ya damagh ki

*Thank You Very Much My Dear friend
Ahem Ahem
Hamara Dil aur Dimagh Aik Hi hain Lol...!
   
Posted 04 Jan 2009

tehzeeb says
nice sharing
waisey dil ki he man-ni chahiye woh aik sher hai na allama iqbal ka

BE KHATR KOOD PARA ATISH-E-NAMROOD MEIN ISHQ,
AQAL MEHW-E-TAMASHA HAI DAR-E-BAM ABHI TAK.

or ishq to dil say he hota hai na.

kiya khayyal hai
Posted 04 Jan 2009

olldman says
sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*Dimaagh : meri samjh main nahi aata ke scohta main hun

mashvara main deta hun phir bhi log tumhari mante hain

Dil :aaye nadaan insaan ko sochne par majboor to main karta hun na

jab hi to us ne mujhe seene se laga rakha hai

Dimaagh: dekho main uss ke itnae kareeb hoon ke

main uus ka her dard apne andar samo leta hoon

Dil :aur main uus ka kitna humdard hoon ke main uus ki tadap

apne wajood main mehsoos karta hoon

Dimaagh:main insan ko zindagi ke suhaane khuwaab dekhta hoon

Dil :aur main apni dhadkano ki raaftar tabeer ki taraf usss ki

rehnumayi karta hoon aur khuwaabon ki tabeer uus pe aashkaar karta hoon

Dimaagh:jisam ka aasal badshah main hoon kyun ke

usss ki zaruraton ka aadraak tow main hi karta hoon

Dil :aasal badshah tow main hi hoon jiss waqt tum so rahe hote ho

uus waqt bhi jism ko rozi pahuncha raha hota hoon

Dimaagh:aaye ghustaakh chup ho ja meri hukumat sari kainat par hai

agar main chahun to teri dhadkanein rok dun aur chahun tow tez kar dun

Dil :kyun na kar sako aakhair tumhari ragon main bhi to

mera hi khoon dourr raha hai na...!

Waalaikum Assalaam

Lo, ab baqi pura hafta khud se lari hi rahe ghi.
Posted 05 Jan 2009

sun_shine says
tehzeeb said:

nice sharing
waisey dil ki he man-ni chahiye woh aik sher hai na allama iqbal ka

BE KHATR KOOD PARA ATISH-E-NAMROOD MEIN ISHQ,
AQAL MEHW-E-TAMASHA HAI DAR-E-BAM ABHI TAK.

or ishq to dil say he hota hai na.

kiya khayyal hai

Assalam O Alaikum

*Right jee
Yess Basically Sochnay ka sara kaam Dimagh ka Hota
hain But jab hum Kisi Cheez Ko emotionally dekhtay hain
Tho Hum usay Dil ki soch Qaraar Daitay hain

Yess Definately Ishq tho Dil se Hota Hain...!
Posted 05 Jan 2009

sun_shine says
olldman said:

sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*Dimaagh : meri samjh main nahi aata ke scohta main hun

mashvara main deta hun phir bhi log tumhari mante hain

Dil :aaye nadaan insaan ko sochne par majboor to main karta hun na

jab hi to us ne mujhe seene se laga rakha hai

Dimaagh: dekho main uss ke itnae kareeb hoon ke

main uus ka her dard apne andar samo leta hoon

Dil :aur main uus ka kitna humdard hoon ke main uus ki tadap

apne wajood main mehsoos karta hoon

Dimaagh:main insan ko zindagi ke suhaane khuwaab dekhta hoon

Dil :aur main apni dhadkano ki raaftar tabeer ki taraf usss ki

rehnumayi karta hoon aur khuwaabon ki tabeer uus pe aashkaar karta hoon

Dimaagh:jisam ka aasal badshah main hoon kyun ke

usss ki zaruraton ka aadraak tow main hi karta hoon

Dil :aasal badshah tow main hi hoon jiss waqt tum so rahe hote ho

uus waqt bhi jism ko rozi pahuncha raha hota hoon

Dimaagh:aaye ghustaakh chup ho ja meri hukumat sari kainat par hai

agar main chahun to teri dhadkanein rok dun aur chahun tow tez kar dun

Dil :kyun na kar sako aakhair tumhari ragon main bhi to

mera hi khoon dourr raha hai na...!

Waalaikum Assalaam

Lo, ab baqi pura hafta khud se lari hi rahe ghi.

*Lolz Woh Kyun Sir?
Posted 05 Jan 2009

~CHANDNI~ says

*Thank You Dear Sis...!
Posted 05 Jan 2009

Rapunzel says
sun_shine said:

Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

Very Nice Topic
Tu DR.AM ap Dil ki manti hain ya damagh ki

*Thank You Very Much My Dear friend
Ahem Ahem
Hamara Dil aur Dimagh Aik Hi hain Lol...!
   
Most Welcum Dearo
Chal oey jhoot mat bolo
Posted 06 Jan 2009

sun_shine says

*Lolz Kahan Chalay

Jhoot Nahi Bol Rahay jee
Acha jee
Ap apnay Dil Ki baat manti hain Ya Dimagh ki?
Posted 06 Jan 2009

Rapunzel says
kitchen mein

hmm dil ki
Posted 06 Jan 2009

sun_shine says

*Lolz Resturant Chalay

*Right jee
Any special Reason?
Posted 06 Jan 2009

Rapunzel says
Chalo chalte hain

koi reason nhi waise damagh se soochna chhaiye ap faide mein rehte ho
Posted 06 Jan 2009

olldman says
sun_shine said:

olldman said:

sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*Dimaagh : meri samjh main nahi aata ke scohta main hun

mashvara main deta hun phir bhi log tumhari mante hain

Dil :aaye nadaan insaan ko sochne par majboor to main karta hun na

jab hi to us ne mujhe seene se laga rakha hai

Dimaagh: dekho main uss ke itnae kareeb hoon ke

main uus ka her dard apne andar samo leta hoon

Dil :aur main uus ka kitna humdard hoon ke main uus ki tadap

apne wajood main mehsoos karta hoon

Dimaagh:main insan ko zindagi ke suhaane khuwaab dekhta hoon

Dil :aur main apni dhadkano ki raaftar tabeer ki taraf usss ki

rehnumayi karta hoon aur khuwaabon ki tabeer uus pe aashkaar karta hoon

Dimaagh:jisam ka aasal badshah main hoon kyun ke

usss ki zaruraton ka aadraak tow main hi karta hoon

Dil :aasal badshah tow main hi hoon jiss waqt tum so rahe hote ho

uus waqt bhi jism ko rozi pahuncha raha hota hoon

Dimaagh:aaye ghustaakh chup ho ja meri hukumat sari kainat par hai

agar main chahun to teri dhadkanein rok dun aur chahun tow tez kar dun

Dil :kyun na kar sako aakhair tumhari ragon main bhi to

mera hi khoon dourr raha hai na...!

Waalaikum Assalaam

Lo, ab baqi pura hafta khud se lari hi rahe ghi.

*Lolz Woh Kyun Sir?

Dimagh kahta hai sardi hai aurr dil kahta hai aissa nahi. Dil dimagh ki nahi aurr dimagh dil ki nahi maan raha, argument jaari hai.
Posted 07 Jan 2009

sun_shine says
olldman said:

sun_shine said:

olldman said:

sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*Dimaagh : meri samjh main nahi aata ke scohta main hun

mashvara main deta hun phir bhi log tumhari mante hain

Dil :aaye nadaan insaan ko sochne par majboor to main karta hun na

jab hi to us ne mujhe seene se laga rakha hai

Dimaagh: dekho main uss ke itnae kareeb hoon ke

main uus ka her dard apne andar samo leta hoon

Dil :aur main uus ka kitna humdard hoon ke main uus ki tadap

apne wajood main mehsoos karta hoon

Dimaagh:main insan ko zindagi ke suhaane khuwaab dekhta hoon

Dil :aur main apni dhadkano ki raaftar tabeer ki taraf usss ki

rehnumayi karta hoon aur khuwaabon ki tabeer uus pe aashkaar karta hoon

Dimaagh:jisam ka aasal badshah main hoon kyun ke

usss ki zaruraton ka aadraak tow main hi karta hoon

Dil :aasal badshah tow main hi hoon jiss waqt tum so rahe hote ho

uus waqt bhi jism ko rozi pahuncha raha hota hoon

Dimaagh:aaye ghustaakh chup ho ja meri hukumat sari kainat par hai

agar main chahun to teri dhadkanein rok dun aur chahun tow tez kar dun

Dil :kyun na kar sako aakhair tumhari ragon main bhi to

mera hi khoon dourr raha hai na...!

Waalaikum Assalaam

Lo, ab baqi pura hafta khud se lari hi rahe ghi.

*Lolz Woh Kyun Sir?

Dimagh kahta hai sardi hai aurr dil kahta hai aissa nahi. Dil dimagh ki nahi aurr dimagh dil ki nahi maan raha, agument jaari hai.

*Right Sir

In This case if I am Not wrong
Jo Apki Body Ko feel ho
Uski protection kay Liye waisa Hi kejeye
Agar aapko sardi feel ho rahi hain,,Tho sardi hain
Agar sardi feel nahi ho rahi Tho sardi Nahi hain...!
Posted 08 Jan 2009

sun_shine says
Rapunzel said:

Chalo chalte hain

koi reason nhi waise damagh se soochna chhaiye ap faide mein rehte ho

yaa Right

*wakti Tor pe sirf
Coz Dimagh sirf sochta hain,Mehsoos nahi kar sakta
Mehsoos yaa feel Karna Dil ki Sift hain...!
Posted 08 Jan 2009

~CHANDNI~ says
dill ka kiya kary sahib yah unhi pay merta hay
Posted 09 Jan 2009

olldman says
sun_shine said:

olldman said:

sun_shine said:

olldman said:

sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*Dimaagh : meri samjh main nahi aata ke scohta main hun

mashvara main deta hun phir bhi log tumhari mante hain

Dil :aaye nadaan insaan ko sochne par majboor to main karta hun na

jab hi to us ne mujhe seene se laga rakha hai

Dimaagh: dekho main uss ke itnae kareeb hoon ke

main uus ka her dard apne andar samo leta hoon

Dil :aur main uus ka kitna humdard hoon ke main uus ki tadap

apne wajood main mehsoos karta hoon

Dimaagh:main insan ko zindagi ke suhaane khuwaab dekhta hoon

Dil :aur main apni dhadkano ki raaftar tabeer ki taraf usss ki

rehnumayi karta hoon aur khuwaabon ki tabeer uus pe aashkaar karta hoon

Dimaagh:jisam ka aasal badshah main hoon kyun ke

usss ki zaruraton ka aadraak tow main hi karta hoon

Dil :aasal badshah tow main hi hoon jiss waqt tum so rahe hote ho

uus waqt bhi jism ko rozi pahuncha raha hota hoon

Dimaagh:aaye ghustaakh chup ho ja meri hukumat sari kainat par hai

agar main chahun to teri dhadkanein rok dun aur chahun tow tez kar dun

Dil :kyun na kar sako aakhair tumhari ragon main bhi to

mera hi khoon dourr raha hai na...!

Waalaikum Assalaam

Lo, ab baqi pura hafta khud se lari hi rahe ghi.

*Lolz Woh Kyun Sir?

Dimagh kahta hai sardi hai aurr dil kahta hai aissa nahi. Dil dimagh ki nahi aurr dimagh dil ki nahi maan raha, agument jaari hai.

*Right Sir

In This case if I am Not wrong
Jo Apki Body Ko feel ho
Uski protection kay Liye waisa Hi kejeye
Agar aapko sardi feel ho rahi hain,,Tho sardi hain
Agar sardi feel nahi ho rahi Tho sardi Nahi hain...!

Phele to sirf bhais/argument thi, aap ne to jang hi shuru karwa di.
Posted 09 Jan 2009

sun_shine says
~CHANDNI~ said:

dill ka kiya kary sahib yah unhi pay merta hay

Assalam O Alaikum

*Nice Dear Sis
waisay kin pe lolz...!
Posted 10 Jan 2009

*Oops Lol

No War
Only Peace
Akhir faisla Kya Hua Sir?
Posted 10 Jan 2009

olldman says
Kahan jee, jang mein fasle, nahi faisle hote jaldimein.
Posted 12 Jan 2009

sun_shine says
Assalam O Alaikum

*Lolz Right Sir
Ek Idea Dey Aapko Plz

Ap Apnay heart and Mind Ko kahiye
"I've Heard You Now Listen To Me ".
Posted 13 Jan 2009

Reply to Topic