Rapunzel said:ye karb kaa ehsaas musalsal mere Allah
kar degaa kisii din mujhe paagal mere Allah
bikhre hu’e TukRoN ko sametuuN bhii kahaaN tak
kis tarah karuuN Khud ko mukammal mere Allah
har zehn jihaalat ke andheroN kaa hai maskan
har haath meN hai ilm kii mash’al mere Allah
laashoN ke har ek shah’r meN baazaar saje haiN
har moR pe hai ek nayaa maqtal mere Allah
haalaat se huuN barsar-e-paikaar abhii tak
go jism meN baaqii nahiiN kis bal mere Allah
miiloN nahiiN aasaar ko’ii dasht-e-yaqiiN ke
har simt haiN tashkiik ke daldal mere Allah
sarmaaya-o-asbaab jise chaahe use de
“Rahi” ko bas ek sabr-o-tavakkul mere Allah
tehzeeb said:MAA!MUJHEY NEEND NAHI ATI HAI,
AIK MUDAT SAY MUJHEY NEEND NAHI ATI HAI,
MAA! MUJHEY LORI SUNAO NA,
SULA DO NA MUJHEY,
MAA!MUJHEY NEEND NAHI ATI HAI,
RAT JAGEY AB TO MUQADDAR HAIN MERI PALKO KA,
NEND AYE TO LIYE ATI HAI BAGHDAD KI YAAD,
ANKH LAGTEY HE KOI BEWA UTHA DETI HAI,
PAIT KITNA HE BHAROO BHOK NAHI MARTI HAI,
JALTEY BASRA KI MUJHEY PIYAS JAGA DETI HAI,
KOI QANDHAR KI WADI SAY BULATA HAI MUJHEY,
ZIKAR QANDOOZ KA AYE TO MUJHEY LAGTA HAI,
KAT K SIR KOI HANSTA HAI JALATA HAI MUJHEY,
BOMB KI AWAZEI KUCH KEHTI NAHI HAI MAGAR,
ZAKHAM UN BACHO K SONEY NAHI DETEY MUJH KO,
MAA MERI ANKHEIN TO PATHAR KI HUWI JATI HAIN,
NOJAWA LASHEY RONEY NAHI DETEY MUJHEY,
MEREY SINEY PEY RAKHO HATH,
RULA DO NA MUJHEY,
MAA!MUJHEY LORI SUNAO!
SULA DO NA MUJHEY,
MAA!MUJHEY NEND NAHI ATI HAI,
IK MUDAT SAY MUJHEY NEND NAHI ATI HAI.