Kahan gye wo din..

5599 views 111 replies
Reply to Topic
Rapunzel

Age: 125
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Kahan gye wo din jab JB per change change loog ate the
Koi larayian aur nafrat nhi thi,sab ache ache topics banate the..
Im missing all of u
Ashi,Baazigar,TT bhai,QV,NB,Doc Sam,Frnd 16 kahan gye sab
Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
well abhi b i think koi larayien nahi hain

fark sirf sochney k zawayia mein tabdilee sey aata hai
Posted 08 Feb 2009

SupidGuy says

Aap bhi changay bann sakte ho!!!!

Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
actually time k saath saath aap logo k barey mein perceptions khud ba khud bana lete ho

aksar woh sahi ho sakti hain aur aksar woh wrong hoti hain
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
~Fragi~ said:

har baat ki aik wajah hoti hai
zawiya waqai change hua hai aur ye zawiya change karne per bi mem ne majboor kya hai dosron ko
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
SupidGuy said:

Aap bhi changay bann sakte ho!!!!

Thnx for posting ab side pe ho jayo

may be lekin time bi prove karta hai aur logon ka way of talking bi
Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
Rapunzel said:

actually hum log pre mature assumptions per ziada yakeen rakhtey hain aur un hee baatoon kee base per apni perception creat kar lete hain aur dil mein sey logo k against ho jatey hain

aur yehi pbs creat kartee hai baatien
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
sahih baat hai lekin wo pyare loog kahan hain
Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
Rapunzel said:

~Fragi~ said:

actually time k saath saath aap logo k barey mein perceptions khud ba khud bana lete ho

aksar woh sahi ho sakti hain aur aksar woh wrong hoti hain

may be lekin time bi prove karta hai aur logon ka way of talking bi

actually baat moods kee hoti hai

ager kabhi kissi ney bad mood kee waja sey ager koi baat kar b dee hoo tu us ko ignore kar dena chaiyee

hum logo mein sabar ka mada nahi hai

Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
Rapunzel said:

sahih baat hai lekin wo pyare loog kahan hain

bz bz bz bz

life hai na

sab kee routines mein changes aati rehti hain
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
sabar kis chirya ka naam hai
Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
patience sabar .... jo aab hum logo mein hai nahi

hum log jazbati ziada hain
Posted 08 Feb 2009

SupidGuy says

~Fragi~ said:

well abhi b i think koi larayien nahi hain

fark sirf sochney k zawayia mein tabdilee sey aata hai

Wah Mere Bhaai...

kya SHUD-URDU booli hai aap ne!!!

Posted 08 Feb 2009

SupidGuy says

Rapunzel said:

sahih baat hai lekin wo pyare loog kahan hain

Ek PYARA tu yeah raha!!!

Posted 08 Feb 2009

SupidGuy says

Rapunzel said:

SupidGuy said:

Aap bhi changay bann sakte ho!!!!

Thnx for posting ab side pe ho jayo

Kioon???
Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
SupidGuy said:

~Fragi~ said:

well abhi b i think koi larayien nahi hain

fark sirf sochney k zawayia mein tabdilee sey aata hai

Wah Mere Bhaai...

kya SHUD-URDU booli hai aap ne!!!

dhanewadh
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
~Fragi~ said:

patience sabar .... jo aab hum logo mein hai nahi

hum log jazbati ziada hain

Asians hote hi jazbati hain lekin jazbati aur kam-aqal hone mein farq hain,yahan log suni-sunyai pe yaqeen karte hain kion k unk apne dil saaf nhi
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
SupidGuy said:

Rapunzel said:

sahih baat hai lekin wo pyare loog kahan hain

Ek PYARA tu yeah raha!!!

Joke of the day
Posted 08 Feb 2009

SupidGuy says

Rapunzel said:

sabar kis chirya ka naam hai

Can I Explain Please Miss. Rapunzel???

exactly mein b tu yehi kehta hoon

k log

bohat jaldi bina kissi solid baat k apna perception creat kar letey hain .. jo ammuman galat hee hota hai

Jay Ho!!!

You are absolutely right!!!!

Asians jazbaati hoti hein...
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
SupidGuy said:

Rapunzel said:

sabar kis chirya ka naam hai

Can I Explain Please Miss. Rapunzel???

No Sir,U shud leave now

lekin kabhi kabhar hamein logon ka asal chehra dikhayi bi tu baad mein deta hai

Apka shumar Asians mein nhi Aliens mein hota hai
Posted 08 Feb 2009

SupidGuy says

Rapunzel said:

SupidGuy said:

Rapunzel said:

sabar kis chirya ka naam hai

Can I Explain Please Miss. Rapunzel???

No Sir,U shud leave now

L0L@ Sir, U

Mr. hota hai Rapu....

it depends how u percieve

Mein aap ki batoon se poori tarha SEHMAT nahi hoon!!!

Lekin phir bhi CHALE GA!!!
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
SupidGuy said:

Rapunzel said:

SupidGuy said:

Rapunzel said:

sabar kis chirya ka naam hai

Can I Explain Please Miss. Rapunzel???

No Sir,U shud leave now

L0L@ Sir, U

Mr. hota hai Rapu....

izzat raas nhi?
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
~Fragi~ said:

Rapunzel said:

~Fragi~ said:

Rapunzel said:

~Fragi~ said:

patience sabar .... jo aab hum logo mein hai nahi

hum log jazbati ziada hain

Asians hote hi jazbati hain lekin jazbati aur kam-aqal hone mein farq hain,yahan log suni-sunyai pe yaqeen karte hain kion k unk apne dil saaf nhi

exactly mein b tu yehi kehta hoon

k log

bohat jaldi bina kissi solid baat k apna perception creat kar letey hain .. jo ammuman galat hee hota hai

lekin kabhi kabhar hamein logon ka asal chehra dikhayi bi tu baad mein deta hai

it depends how u percieve

perception aur haqeeqat mein farq hai yahan doghle chehre hain
Posted 08 Feb 2009

Reply to Topic