Rapunzel said:Is Zaamne Se Na Hum Koi Gila Rakhenge,
Dil Lagayenge To Na Shart-E-Wafa Rakhenge,
Na Dikhayenge Kabhi Dilpe Lage Zakhm Unhe,
Dard Uthega Magar Dilko Daba Rakhenge,
Jaan De Denge Agar Ek Ishara Kar De,
Hum Use Apne Liye Bhi Na Bacha Ke Rakhenge,
Sab Hata Denge Teri Raah Ki Rukawat Hamdam,
Ghar Ke Darwaze Ko Har Waqt Khula Rakhenge,
Unki Har Baat Ko Bhule Se Na Bhulenge Kabhi,
Unki Yaadon Ko Bhi Seene Se Laga Rakhenge,
Toot Bhi Jayegi Ummid Jo Tere Aane Ki,
Ek Diya Phir Bhi Hawaon Mein Jala Rakhenge...
Fairl_Girl said:
olldman said:

Bohut khoobsurat aurr achi laghi.