ZaM
Age: 124
7714 days old here
Total Posts: 591
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
hum woh bay dard hain khuab ganwa kar bhi jinhain neend aajati hai soch soch kar bhi jin k zehnon ko kuch nahi hota toot phoot k bhi jin k dil darhakna yaad rakhtay hain hum wo bay dard hain k jin k aanso aankhon ka rasta bhool jatay hain toot kar ronay ki koshish mai jo baat bay baat muskuraty hain sham say pehlay mar janay ki khuhish mai jo jeetay hain aur...............
ZaM
Age: 124
7714 days old here
Total Posts: 591
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Bara Dushwar hota ha zara sa faisla kerna keh jevan ki kahani ko byane-bayzubani ko kahan say yad rakhna ha kahan se bhool jana ha kise kitna batana ha kise kitna chupana ha kahan ro ro ker hansna ha kahan hans hans ke rona ha kahan awaz daini ha kahan khamosh rehna ha kahan rasta badlna ha kahan say lot ana ha BARA dushwar hota hay Zara sa faisla kerna
ZaM
Age: 124
7714 days old here
Total Posts: 591
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Be-sabab to nahe tere yaadain Tere yadon se kia nahe seekha?
Zabt ka hosla barha lena Ansuon ko kahen chupa lena Kanpti,dolti sadaon ko Chup ki chadar se dhanp lena Be-sabab b kabhi kabhi hansna Jab b ho baat koi talkhi ki Mozu-e-guftugu badal dena
Be-sabab to na the tere yaadain Tere yadon se kia nahe seekha?
sun_shine
Age: 125
7102 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
ZaM said:
hum woh bay dard hain khuab ganwa kar bhi jinhain neend aajati hai soch soch kar bhi jin k zehnon ko kuch nahi hota toot phoot k bhi jin k dil darhakna yaad rakhtay hain hum wo bay dard hain k jin k aanso aankhon ka rasta bhool jatay hain toot kar ronay ki koshish mai jo baat bay baat muskuraty hain sham say pehlay mar janay ki khuhish mai jo jeetay hain aur...............
sun_shine
Age: 125
7102 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
ZaM said:
Bara Dushwar hota ha zara sa faisla kerna keh jevan ki kahani ko byane-bayzubani ko kahan say yad rakhna ha kahan se bhool jana ha kise kitna batana ha kise kitna chupana ha kahan ro ro ker hansna ha kahan hans hans ke rona ha kahan awaz daini ha kahan khamosh rehna ha kahan rasta badlna ha kahan say lot ana ha BARA dushwar hota hay Zara sa faisla kerna
ZaM
Age: 124
7714 days old here
Total Posts: 591
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Hawa ziddi boht hai... shakh par ik phuul tak rehnay nahi daiti.. rawish par khaak urati hai.. to us ki dhuul tak rehnay nahi daiti.. Hawa ki zidd pay shakhain.. kab talak khushbu sambhalain gi..! k phuulon ki mehekti pattiyon ki .. narm-o-nazuk si ragain aakhir.. hawa k khurdray hathon say chil jayen.. to mosam zard parh jaye.... Hawa.. zidd par jo arh jaye to pairhon ki jarain.. mitti ki teh mein.. tuut jati hain..! Sambhalo saans ka resham.. k aawara hawa k tund khu jhonkoon say chu jaye to... aapas mein juri saansain bhi aksar chut jati hain..! Sambhalo.. apnay sa'aye ko.. k... aapas mein bicharnay ki yahi rutt hai.. "hawa ziddi boht hai"