Barsaat said:hain? kiya bol rahay hain veer ji? lol
Barsaat said:winter ki barish pasand jo nahin,
snow, rain and phislan
main to giri bi hon buri tarha say is yr![]()
Barsaat ho to summer main ho, warna na ho lolz
Dua mangon tay holland main daily barish ho?![]()
![]()
acha to how ale you veer ji?![]()
cricket season start ho gaya?