Poetry

722 views 10 replies
Reply to Topic
sweetie

Age: 125
Total Posts: 12992
Points: 0

Location:
Nepal, Nepal
khaatin hai rah guzar, thori door sath chalo
bohut karra hai safar thori door sath chalo

tamaam umar kahaan koi sath daita hai
yeh jaanta hoon magar thori door sath chalo

Nashe mein choor hoon mai bhi tumhein bhi hosh nahin
barra maza ho agar thori door sath chalo

yeh aik shub ki mulaqaat bhi ghanimat hai
kise hai kal ki khabr thori door sath chalo

abhi to jaag rahae hein chiragh rahoon ke
abhi hai door saher thori door sath chalo

tawaf-e-manzil-janah hamein bhi karna hai
Faraz tum bhi agar thori door sath chalo



isnt to nice.

Posted 05 Dec 2003

Reply to Topic