tujhse naaraaz nahin zindagi hairaan hun main o hairaan hun main tere masoom savaalon se pareshaan hun main o pareshaan hun main
jeene ke leeye socha hi na tha dard sambhaalane honge muskurayoon tho... muskuraane ke karz uthaane honge muskurayoon kabhi tho lagta hai jaise honthon pe karz rakha hai
tujhse naaraaz nahin zindagi hairaan hun main...
aaj agar bhar aayi hain boondhein baras jaayeingi kal kya patha inke leeye aankhein taras jaayeingi jaane kahan ghum... kahan khoya ek aansoo chupaake rakha tha
tujhse naaraaz nahin zindagi hairaan hun main...
zindagi tere gham ne hamein rishte naye samjhaye mile jo hamein dhoop mein mile chhaoon ke thande saaye
o tujhse naaraaz nahin zindagi hairaan hun main...