its 4 her

1005 views 21 replies
Reply to Topic
rao_buddy

Age: 124
Total Posts: 1046
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
iss ko apna fardaan ki fikar thi wo mera wakfee hal tha
wo jo iss ki taloo subh thi wohi mera waqte zawal tha
meri bat kaisa wo manta mera dard kaisa wo janta
wo to khud fanna ka safar main tha isse rokna bhi mahal tha
damme wapsee isse kia hoa na wo tazgee na wo roshnii
wo sitara kaisa bikhar gaya wo jo apni misal app tha
wo milla to sadiioon ka bad bhi mera lab par koi gilla na tha
isse meri chup na rula dia jisse guftgoo main kamal tha
mera ath lag kar roo dia mujhe fakhree itna wo kah sakka
jisse janta tha main zindagee wo to bas wahmoo khiyal tha
Posted 28 Apr 2004

~CHANDNI~ says
"Har Yaad Os Kee"Har Yaad Os Kee"
Her yaad us ki bhula di mein nay
is tarah khud ko saza di mein nay

In dukhon ki jo dhool thi dil per
woh dhool bhee mita di mein nay

Jub khushi milnay lagi thi mujh ko
tub ghamon ko khud sada di mein nay

Her raat teray hijer ki janan!
bayqrari main bita di mein nay

Shairey hi kay bahanay tum ko
tasweer gum ki dikha di hum nay

Her aankh aansu bhari hay SheRry
Dastan kaisi suna di mein nay
"
Posted 28 Apr 2004

javad says

taza dam hojata hoon
buss teri ik muskaan say
Posted 28 Apr 2004

rao_buddy says
samandar main itarta hoon to ankhan bheeg jatte hain
teri ankhoon ko parhttahoon to ankhan bheeg jatte hain
tera nam likhna ki ijazat cheen gae jab se
koi bhi lafz likhta hoon to ankhan bheeg jatte hain

main bohat masroof rahna laga hoon ajj kal
magar qadam jab bhi chokhat par rakhta hoon to ankhan bheeg jatte hain

tera kucha se ab mera taluq wajbee sa ha
magar main jab bhi guzarta hoon to ankhan bheeg jatte hain

hazaaroon moosmoon ki hukmarani ha mera dil par
wasi main jab bhi hansta hoon to ankhan bheeg jatte hain

           from
               rao buddy
Posted 28 Apr 2004

javad says
buss yaar no more gham
Posted 28 Apr 2004

~CHANDNI~ says
dekhanaa hai vo mujh par meharabaan kitanaa haidekhanaa hai vo mujh par meharabaan kitanaa hai
asaliyat kahaan tak hai aur gumaan kitanaa hai

kyaa panaah detii hai aur ye zamiin mujh ko
aur abhii mere sar par aasamaan kitanaa hai

kuchh khabar nahii.n aatii kis ravish pe hai tuufaan
aur kataa phataa baaqii baadabaan kitanaa hai

toor phor karatii hain roz khvaahishen dil main
tang in makaanon se ye makaan kitanaa hai

kyaa uthaaye phirataa hai baar-e-aashiqii sar par
aur dekhane main vo dhaan-paan kitanaa hai

harf-e-aarazuu sun kar jaa.nchane lagaa yaanii
is me.n baat kitanii hai aur byaan kitanaa hai

phir udaas kar degii sarsarii jhalak us kii
bhuul kar ye dil us ko shaadamaan kitanaa hai
Posted 28 Apr 2004

javad says
uffffff busssssssss
Posted 28 Apr 2004

~CHANDNI~ says
akk ore na ho jay

Posted 28 Apr 2004

~CHANDNI~ says
PHER WOHI     YADOON KI    SHAM      AAGIE PHER WOHI    YADOON KI    SHAM    AAGIE
TERI YADOON KE DEIE PHER SAY JAL UTHEY
WAFA KA NAAM JO TO BADNAM   KARDEYA
AB     MERI       YADOO      KI  ;    REHNAY    DAY
TERI NAZER   KA   KYA  &n bsp; KEHNA   JANAAAA
GUM TO   MUJH KO MILA HAI    JANAAAAA
AJJ    PHER      ;      WOHI   & nbsp;       SHAM &nb sp;      AAGIE
TERI         &n bsp;     YADOOO                     KE        SATH
Posted 28 Apr 2004

all posts r nice
but daikhna move ho jaye ga topic wahan
Posted 28 Apr 2004

muhabbat asa darya hay kay barish rooth bhi jaye to darya kam nahi hota
Posted 28 Apr 2004

~CHANDNI~ says
Queen Victoria said:

all posts r nice
but daikhna move ho jaye ga topic wahan

kahan?
Posted 28 Apr 2004

javad says
mohabat ko koi bhi sahi say nahi samjhsakta
Posted 28 Apr 2004

~Fragi~ says
post dese kinda topix in laffs n line ... moving to laffs n lines
Posted 28 Apr 2004

ymahmood says
Nice Poetry
Posted 29 Apr 2004

Shararti says
Yes It Is...can i post some
Posted 29 Apr 2004

~Fragi~ says
sure Shararti
Posted 29 Apr 2004

~khushi~ says
nice poetry
Posted 30 Apr 2004

Shararti says
Thankoo Fraqi Bhaya..
Posted 02 May 2004

tarash says
nice poetry
Posted 02 May 2004

Guest_005 says
GUUD
Posted 03 May 2004

valandrian says
bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243
bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243bd35243

bd35243
Posted 09 May 2018

Reply to Topic