aaisa kyon ~shak~

1422 views 38 replies
Reply to Topic
~Mysteriousgal~

Age: 124
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aaisa kyon hota hai,,,jab hum ghum bholanay lagtay hain tu ghum phir say humaray sanay aa jatay hain....
loog kyon shak kartay hain....
kisi ko sab kuch bataya kay kabhi life main shak na karay...but kiya hoa wohi shak...

but phir bhi main Allah say dua karti hon kay woh loog sab pareshaniyon say door rahain aur khushiyan unkay pas aain...

Ameen Suma Ameen

kisi ko apna sab mana buhat mushkil hota hai...but main nay aaisa kiya...but kiya mila ya kar kay....kuch bhi nahin....shak aur bus shak....


mari hi kismat main ya sab kyon hai...kyon hai ya sab...

main kisi say share nahin kar sakti tu yahan sab likh daiti hoon....koi mind karay tu plz maaf kar day...
Posted 11 Jun 2004

Reply to Topic