WAFA
Age: 125
7655 days old here
Total Posts: 6984
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
TU DILL DAITEY HUI BRAIN use kerlaina chahye kay jisko dil day rahay hain...woh aapka dil deserve kerta bhi hay kay nahin..uski hifazat ker sakta hay kay nahin
SanaSana
Age: 125
7688 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
dil kii hifazat phir ummmm ithink mind coz mind usko mustaqil samghata rahey ga ke u r only for someone special..................is liye edher udher na dekho uskey baad saccha mohabbat kerney wala that's all!
~Mysteriousgal~
Age: 125
8412 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
pahli baat kay dil ki hafazat humain khud hi karni chahiyay kisi pay is ki hafazat nahin chorni chahiyay coz jab dil tot ta hai aur woh insaan jo is ki hafazat kar raha tha woh chala jata hai tu phir buhat mushkil hoti hai is liyay at the first place hi humain khud hi is ki hafazat karni chahiyay.... aur jahan tak baat hai k kaisay pata chalay ga kon sachi muhabbat karta hai tu yah pata nahin chal sakta is liyay kisi pay itna trust karna hi nahin chahiyay...coz aj kal kaheen sachi muhabbat milti hi nahin hai.... aur jahan tak yah hai kay dil tot ta hai tu kahan jata hai tu dil kaheen nahin jata humaray pas hi rahta hai ya alag baat hai pahlay woh sahi salamat tha ab toot chuka hota hai but jata kaheen nahin rahta usi jism main hai jis ka woh hisa hai