Age: 125
6303 days old here
Total Posts: 657
Points: 0
Location:
,
well i agree wid balich .. k hum bholein hee kiyun .... yaad rakhney mein kahan burayee hai
Qv is rite 2, time is the perfect healer, per sab log eik hee tym period mein sab nahi bhula patey ..kuch log months mein hee bhula detey hain kuch years mein aur kuch shaid decades laga detey hain
Bazi n Allah Rakhi(Sahiba Mohatarma) are also rite
per one q from F16 yeh topic ka u ko kaisey khiyal aya ... ??
Allah Taa'la sab k diloon ko itna mazboot kar dey k woh duniya mein mojood insaano ko bhulaney mein kamyab ho sakien aur jo log is duniya mein nahi rahey un k liye hum kuch naik kam kar sakein un kee magfarat kee dua kar sakein .. Allah subhana wa taa'la hum sab k haal per reham farmaye
Age: 125
6303 days old here
Total Posts: 657
Points: 0
Location:
,
friend_16 said:
i have noticed and also i have observed (as i have gone through this) that the age from 15-19 is an age of passion, determination and a spirit to change this world..
bas dil chahta hai sab kuch apni marzi ka hojaiy..
kuch ghalat hai tu foran theek ho jaiy..
it is an age when we often decide k jab hum baray hon gay tu hum apnay bachon k saath aisay nahi karein gay..
hai na?
well so true 15 - 19 years tak kee age basically dreams kee age hoti hai
n dreams jab dekhey jatey hain tu life mein jo tensions hoti hain woh bohat choti choti hoti hain ...
aur insaan un dreams ko pora karney k liye jab 22 n above practical life mein aata hai tu jab woh dreams porey na ho tu insaan ko bohat pain hoti hai
mein tu kehta hoon k itney khawb b nahi dekhney chaiyee
per ager itney khawab na dekhein jayein tu insaan tab b life ko sahi enjoy na kar sakey ga
so khawab dekhney chaiye zarur dekhney chaiye
per un ko sach karney k liye insaan ko himat n strugle b karnee chaiyee aur ager woh khawab porey na hoon tu ghum bhi nahi karna chaiye