Asman se Tapki
Age: 125
6743 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
QUEEN VICTORIA said:
ji ye waqaye ghar ki bhaidi hain logon kay ghar nahin dil dhati hain
Kis ka dil dhaya?????ilzaaaaaaaaaaam bai hum ko kisi airay ghairay k dil se kia kam jo usko dhanay bananay may busy rahen. hamary pas aik dil ha or hum to bus usi ki care karty hain
Asman se Tapki
Age: 125
6743 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aray NB uncle ap b na bas...... asi baten kia na karo.
aur baqi loagon ko dekho zara unhon ne socha aik samjhdar banda keh raha ha to bas ankh band kar k yaqeen kar lia. Bhaiyo aur Behno apni aqal laRao. yar ye kai salon se is kisam ki bongian net or sms k thru phel rai hain pichlay 3 saal se to me b asi emails or sms rcv kar chuki hun.
itna e shok ha na 2 chand dekhnay ka to me TAPKA ko bolun gi wo or me aik sath JB per aen gay to ap log dekhna 2 chand.
Asman se Tapki
Age: 125
6743 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:
titlion k mosam mein nochna gulabon ka reet is nagar ki hai aur jane kab se ha daikh ker parindon ko bandhna nishanon ka reet is nagar ki hai aur jane kab se hai sheher kay ye bashinday nafraton ko bo kar bhi intizar kerte hain fasal ho mohabbat ki chor ker haqeeqat ko dhoondna sarabon ka reet is nagar ki hai aur jane kab se hai tum abhi naey ho na is liye pareshan ho aasman ki janib tum is tarha se mat daikho aafatain jab aani hon tootna sitaron ka reet is nagar ki ha aur jane kab se ha
kia ye wakai Farhat abbas shah ki poetry ha? yar koi mjhe batao maine to kisi aur k name se parhi hui ha ye.