Age: 124
6798 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaar tum log har baat ko mazaq main kyun lay jatay ho. bitoo nay bohot achi baat ki hai i m quite agree with him. is say hamain kia milay ga? to is say hamain sakoon milay ga apnay liay to sub hi jeetay hain baat to tub hai k insaan auroon kay liay jiay un ko khushian day. aur is say hamaray marnay kay baad log achi lafzoon main hamain yaad rakhain gay.
Age: 124
6798 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
bilkul theek saal and mr.ahmed laikin insaan ko darinda sabit karnay say kia hasil ho jaay ga i think kay atleast hum apnay tor pay kuch chund afrad bhi agar mil kar insaniat tak achai ka paygham pohanchain aur duniya main kuch achi examples chornay ka ehad karain to is say kum uz kum insaan ka kuch achay logon pay ahtbaar to rahay ga. hum sub mil kar achi achi batain is forum kay zariay sub friends tak pohanchain aur achay kaam karnay ka jazba apnay friends kay under jagain. gharz k agar insaan aik darinda sabit hai to insaan hi nay duniya main behtareen kurbani aur achai ki examples bhi to chori hain na zaroorat is baat ki hai kay un achi examples ko mashalay rah banain.
Age: 124
6798 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
great Virdan i m completely agree with u. that all is really true. we feel great when any one of the thing which u described above happens to us. we also feel great when we do something which we want to do but we think that would be difficult but in the end we be able to do that.
Age: 124
6798 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Virdan said:
Kash mein sab ko bata sakta keh kuch achha bura naee hota sawaiy insan k mayaar k
kaash aap hutdharmi na kartay aur mantay kay acha bura hota hai kia koee chor chori karta hai koe murderer murder karta hai to aap kahain gay k wo acha karta hai? kia aisi sub batain achi hoti hain? kaash aap apni zaat say nikal kar duniya ki talkh haqeeqatoon ko samajhtay.
Age: 124
6798 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yeh to aap keh rahay ho na aur apni tareef to her koee kar laita hai. baat to tub hai jub doosroon ki khoobi ko bhi khulay dil say mana jaay. kyun hai na sachi baat?
Age: 124
6798 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wow virdan great ab kay i think aap gussa kar gaay ho aur meray liay itna hi kafi hai jub koe meri baat ka gussa kar jaay to main samajh jati hoon kay main jeet gaee thanks brother. be happy now no behas.ok.
Age: 124
6798 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
No Virdan Bachay ya maan jain kay aap men aisa hi kartay ho ya behas karo masoom bachay na bano waisay bhi rapunzel bhi meray saath hain ab baat main maza ho ga. come on.
Age: 124
6798 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Doctor Sam said:
buss keh diya na...
itnay chotay say ho aap aur itna gussa kartay ho aap buri baat kia aap ki mama nay aap ko sweet khanay ko nahin de ya aap ko mara hai? acha aap apnay papa say shikayat kar dena theek ab gussa nain karna shabash good boy.
Age: 124
6798 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kaash kay main apnay abu ko aik baar mil sakoon aur pooch sakoon kay aap itnay jaldi kyun chalay gaay hamain chor kay. Kaash Allah nay unhain apnay paas na bulaya hota aur hamaray paas hi rehnay dia hota. Kaash aye kaash.......