KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
samandur main utarta hon tu ankhein beegh jati hain
kisi se baat karta hon tu ankhein beegh jati hain
najane hogiya hon ehsas is kadak koi hansta hai tu ankhein beegh jati hain
Posted 29 Apr 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hum hain tu kia ghum hai baki pani kam hai
khush raho sub apne kharche par
ALLAH HAFIZ    apna khiyal rakhna aur hamare liye dua karna;;;;;;.
Posted 16 Mar 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
              aik lafz tha
              aik lafz se afsana hua
              aik shaher tha
              aik shaher se virana hua
              gard O ne hazar aks dale ae azeem
              main khak hua khak se phir pemanahua
                     
Posted 16 Mar 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
    
    tere ehsas ko komal likhey
    teri har baat ko chanchal likhey
    teri har ada ko katil likhey
    teri chahat ko laho main shamil likhey
    khod ko tere pyar main pagal likhey
    tere chalne ko bade subha likhey
    tere rokne ko koseqizah likhey
    tere ane se hota savera likhey
    tere jane se chahe andera likhey
    tu jo bole garey gul likhey
    chand ko teri bindia likhey
    us ne churai hamari nindia likhey
    tere jumke ko sitara likhey
    use jene ka sahara likhey
    likhtey likhtey hath ho gaye gul
        is liye na pora hale dil likhey
       
      
   
Posted 16 Mar 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Salaam Mohabbat

    socha hai tujh pe ghazal likhey
    sochtey hain kese tujhe pal pal likhey
    teri zulfon ko awara badal likhey
    in ghataon ko tera anchal likhey
    teri ankhon ko jheel charey ko kanwal likhey
    tere husn ko taj mahal likhey
    tere sarapey ko shayir ki ghazal likhey
    tujhey apni zindagi apni manzil likhey
    tujhjey hi apni yaado ka sahil likhey
    tujhey hi Pyar ke kabil likhey
                                   
Posted 16 Mar 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tumhe dillagi bhool jani paregi mohabbat ki rahon main akar tu dekho
tarapne pe mere na phir tum hason gai
kabhi dil kissi se laga kar tu dekho
      yeh ishq nahin asan bus itna samajh lije ik aag ka darya hai doop ke jana hai

    K S
Posted 03 Mar 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

tumhari yaad main roya main karta hoon
raaton ko deer se soya main karta hoon
jub bhi khuwabo ki wadiyon main milta hon tu aese main achanak tumhe paas na pa kar udaas main hoya kartahon
Sub aapne apne chahne walon ka zikar kartain hai
tum se bicharne ki malamat main karta hon
Posted 03 Mar 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
     
   na hooron par marta hon na pariyon se jalta hon
   ik masoom sa chahra hai main jis se Mohabbat karta hon
Posted 03 Mar 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
na tere Aane ki khushi na tere jane ka ghum
      phir bhi yeh dil udaas hai


    teri masoom nigahon ke taqaduski kasam
   dil tu kiya rhoo ne bhi tujh se Mohabbat ki hai
Posted 03 Mar 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aik lafz thaa

aik lafz se afsana hua

aik shaher thaa

aik shaher se virana hua

gard O ne hazaar aks dale ae azeem

main khak hua khak se pemana hua
Posted 03 Mar 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
   tujhe kiya bataon mere hum nawa mere hum nasheen
mere ghum ke kisse taveel hain
   
   ae mere hum dam agar tum zindagi ke kisi mor par thakne lago aur toot ke bikharne lago
   tu mujhe awaaz de lena
kiyonke Mohabbat main ana nahin hoti
Posted 03 Mar 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kabhi kuch paya kabhi kuch koya
      jub paliya kush hogaey jub kho diya dil rodiya isi kho ne pane ka naam zindagi hai bina paye khoye nakaam zindagi hai
Posted 03 Mar 2004

Topic: khataen

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
       

AIK LAFZ THA AIK LAFZ SE AFSANA HUA AIK
        AIK SHAHER THA AIK SHAHER SE VERANA HUA
    GARD O NE HAZAR AKS DALE AAE AZEEM
              MAIN KHAK HUA KHAK SE PHIR PEMANA HUA
               
           KUHS RAHO APNE KARCHE PAR
Posted 27 Feb 2004

Topic: khataen

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan




    teri tasveer ko banane ke liye musavar ne

    kitney haseen chahron ka rang churaya hoga

    teri maang main afsha sajane ke liye

    kitney sitarey torey hongain teri zulfain

    suvarney ke liye

   kitni honron ko bulaya hoga

   teri aankhon ke saher main

           kitney afsane likhay hongain....
Posted 27 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
     
           MOHABBATON MAIN AZYAT SHANAZ KITNI THI
           BICHARTEY WAQT YEH AANKHEY UDAAS KITNI THI
           DAUR JAKAR KISI TAUR NA BAHAL SAKA YEH DIL
           IS DIL KO TEREY MILNE KI CHAHAT KITNI THI
       
               K,S...
Posted 24 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
              
       LOVE MEANS

    Lake is sarrow
    Ocean is tear
    Valley of death
    End of life
                  hamhe phir bhi tum se pyar hai
SANGDIL SANAM
               zinda gi ke ghum se aashna hokar apne
                   
                  mahbob se juda hokar

               Dard E dil jub tumhe satae ga tum ko aik

                  shaks yaad aaye ga ,,,
Posted 24 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
       
   hum ne kanton ko bhi narmi se chua hai
   log tu bedard hain pholoon ko bhi masal detey hain
Posted 24 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
       

           SALAAM
       
     AAJ BHI TUM NAHIN AYE TUMHARI YAAD AGAI
        tera naam leney se milty thi ajab si khushi jise
     soch teri chahat pakar kiya haal hota uska
        khamoshi si chahi rahti hai uske charey par
     jane tanha waqt kese guzarta hoga us ka ...
                                                           ,,,,
Posted 24 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
iAM BAD MAN BUT ANOTHER CASTLE I LIKE TO SEE YOU SMILE
Posted 22 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan































dosti dil se hoti hai aur pyar us Dharkan se
Tum takhallos ko bhi ikhlaq samajh tey ho
    Dost hota nahin har hath milane wala
    



             AE AJNABI
                        ZINDAGI AIK BAAR MILTI HAI AUR
      PYAR HAMHESHA DHONDO TU DUSHMAN KO JO dOST HOGA
    WOH KHUD HUMDARD BANEGA
PESON SE MAKAN BANAYA JA SAKTA HAI US MAIN KHUSYAN NAHIN LA SAKTEY
PESON SE ROTI KHAREEDI JA SAKTI HAI BHOOK KAHAN SE LAO GAI
      DOST HOTA NAHI HAR HATH MILANE WALA
                  

     
Posted 22 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
salaam
      subha hoti hai sham hoti hai zindagi yohin tamam hoti hai
      har lamha teri yaad main guzarta hai har gari terey naam hoti hai
Posted 22 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
   
salaam
        dil main jo baat hai woh baat karein gain aik Din serrahey tum se jo mulakat karein gain aik Din
yeh chand lamho ka milna bhi koi milna hai
Huma   
     Ta deir tum se mulakat karein gain aik Din ...
Posted 22 Feb 2004

Topic: men=headach

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tujhe kiya bataon mere humnasheen mere hum nawa

      mere ghum k kissey taveel hain

Dear
     sub pyar ki bataein kartein hain par karta yahan koi pyar nahin

     yeh hai matlab ki duniya sari yahan koi kissi ka yaar nahin


Posted 22 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
            

Yeh duniya ahle duniya ko wasi maloom hoti hai

Nazar walon ko yeh ujri hoi maloom hoti hai

meri baaton pai hanstey hai woh kah kah laga kar

Une dil ki lagi bhi Dillagi maloom hoti hai


     
Posted 21 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Broken Heart
Posted 20 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan



salaam

       tere bare main jab socha nahin thaa
       main tanha thaa magar itna nahin thaa
       teri tasveer se karta thaa batein
       mere kamre main ainaa nahin thaa

    
       
       
Posted 20 Feb 2004

KHATAEIN

Age: 124
7576 days old here
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hi
Posted 20 Feb 2004