~tasha~ said:
Miss mine said:
maybe i can help at a small price
saying hi to mm
Royaa Afghan said:i vote for dhamaka Gang
khayali said:i voTe 4 dhamakaaaa !!!!BANG!!!!
shahrukh khan said:
Miss mine said:
milenge break ke baad MURGHAAAA
zyada kha liya hoga
YAS said:saari Murghi aunties phir se bhaag gayin lol
bola tha mein DS ka ek member hi kaafi hai puray RD ke liye
~CHANDNI~ said:
M0rga of jb said:YAS morgay ham morgay hi sahi hay hamera in pariyon say kiya mokabla
here is a big dhmaka of the week lovly
dham dham dham dham dhmakaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa.
sweetie said:kon bhaga hae.. ham abhi idhar hi hain
MISS SCORPIO said:
~CHANDNI~ said:
MISS SCORPIO said:Aab yaha kiya horaha hai?
hay ms how are u
dekh rahy ho na
do do morgay akk YAS moorga akk king of morga bhai salam karo jani
Lol, mae theek hoon aur aap sunai jaan?
Lol, yeh morgehy!! Salaam murgoh!!
eshajam said:
M0rga of jb said:YAS morgay ham morgay hi sahi hay hamera in pariyon say kiya mokabla
YEH KON HEI JEE kes k Gang ka BOSS hei yeh
shahrukh khan said:
Miss mine said:
sweetooo
keseh ho mamuuu
mamu tu nahi hoon
~CHANDNI~ said:
Yun to guzar raha hai hr ik pal khushi k saath,
Phir bhi koi kami si hai q zindagi k saath,
Rishte, wafaen, dosti sab kuch to hai paas,
Kya baat hai pta nahi dil q udaas hai,
Har lamha hansi nye dilkashi k saath,
Phir bhi koi kami si hai q zindagi k saath,
Chahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai,
Ankhon me khwaab bhi hain labon pr hansi bhi hai,
Dil ko nahi koi shikayat kisi k saath,
Phir bhi koi kami si hai q zindagi k saath,
Socha tha jesa wesa hi jeevan to hai magar,
Ab or kis talaash me hai bechain hai nazar,
Qudrat bhi mehrbaan hai darya dili k saath,
Phir bhi koi kami si hai q zindagi k saath,
Yun to guzar rha hai har ik pal khushu k saath,
Phir bhi koi kami si hai q zindagi k saath....... ....
asif shahzad said:buhat umdha sharing
eshajam said:thx MM n tashu
and
beautiful MM
nice
ONLYARBAB said:main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta....
~CHANDNI~ said:
Zindagi jali, jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Chandni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Dali pe lage phule they, ped se tano se aise kuch jude,
Rishta modte, Dilo ko todte, Dali ko chodte daar lage
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Akele raaste, Akele chale, Dur Dur tak dhul ude,
Tanhai Thi, tanhai Banti, tanhai se tanhai kati
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Suraj ka phera, roshni basera, phelaja dharti par Kuch aise
Zannat jaise, bhulkar raasta, aakar dera basaye hai
Chadni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Dil ke jazbaat, ankho se baayan, baat aise jo chali
Samjhe kai, nasamjhe koi, samjhaye use ye kis tarah,
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Khushiyo ki lehar, hasi ki fuhaar, muskaan kuch aisi khili
Ankho ka Pani, Moti zabani, thamaye na thame is tarah
zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Chandni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah