paki_fan said:Har koi pyar ke liye tarapta hai,
Har koi pyar ke liye rota hai,
mere pyar ko galat mat samajna,
pyar to dosti mein bhi hota hai.
kiran said:mera deewana mughey qatil kehta hai
mera afsaana mughey khazib kehta hai
na samagh paon men kahan se qatil hon
kurbani pyar ki di phir zalim kehta hai