Age: 124
7827 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
oos nay kaha k tumhara jo bhi irrada tha lakin main to zindagi haar gaye na ab ager tum marnay say bachna chahtay ho to tum ko meri kuch shartain manana hon gi.....
Age: 124
7827 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
main nay kaha jury ho i mean judges faisla karain aur woh teenon admins hi hon to behtar hai yas,fragi,aur wo..... so they r out of this competition aray koi wol ko to jaga k lao
Age: 124
7827 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
Yeh Zindagi....!
Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar si Kabhi khushi hamaray sath sath Kabhi gammon ki barsat si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi tofanon main bhi hain rastay Kabhi manzilon ka pata nahi Kabhi do kadam pay zindagi Kabhi saddeuon tak intizar si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi her pal emtihan hai Kabhi bin mangay enam hai Kabhi kuch nahi Kabhi sab kuch si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar si
Age: 124
7827 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
Ye Pichlay Ishq Ke Baatain Hain ...
Ye pichlay ishq ke baatain hain jab aankh ma khuab dhamaktay thay jab dil main dagh chamaktay thay jab palkain shahar ka rastoon main ashkoon ka noor lutatee thee jab sansain ujlay chahroon ke tan man main phool sajhatee theen soochoon main bhavar par jaatay thay jab aik talatum rahta tha apnay bai ant khayaloon main har ahad nibhanay ke kasmain khat khoon sa likhnay ke rasmain jab aap thee hum dil waloon main ab apnee ujree ankhoon main jitnee roshan se ratain hain os umer ke sab soghatain hain jis umar ke khuab khayal howay wo pichlee umar thee beet gaee wo umar bataay saal howay ab apnee deed ke rastay main kuch rang hay guzray lamhoon ka kuch ashaq ke baratain hain kuch bhoolay bisray chahray hain kuch yadoon ke barsateen hain ye sab pichlay ishq ke batain