QUEEN VICTORIA
Age: 124
7827 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
"Thora Sa Pyar Hua Tha, Ab Bhi Hai Baqi"
Thoor sa pyar hoowa tha, ab bhi hai baaki
bhool payengay gay , na hum, yadein pehli wafa ki
Thoora sa pyar hoowa tha, ab bhi hai baaki
Bewafa tum nahie hoo, bewafa hum nahie hai
apni kismat main, shayed, ghum he kuch kum nahie hai
is main mayree khata kiya, koee mujh koo samjhaye
pyar karnay ki aesee, kion sazaa dil yea paye
main nay Aetbar kiya tha, milli roswayee
Thoora sa pyar hoowa tha, ab bhi hai baaki
dard jitnaa millay gaa, pyar utnaa barhay gaa
apni chahat kay agay ye zamana jhukay gaa
Pyar hum nay kiya hai, pyar tum nay kiya hai
yaar phir imtihan kion, zamanay nay liya hai
saath hum dain gay teraa, tujh say wada hai sathee
Thoora sa pyar hoowa tha, ab bhi hai baaki
janay kese hoee hai, mujh say aesi nadanee
main nay bikhradee apni, zindagi ki kahani
pa** aa kar bhi mujh say, door woh hoo gaya hai
kaysay batlaoo kisi koo, mera kiya, khoo gaya hai
Dil say dil mill gaya tha, apna milnaa hai bakee
Thoora sa pyar hoowa tha, ab bhi hai baaki
QUEEN VICTORIA
Age: 124
7827 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
fragi ki baat bhi kisi had tak sahi hai hum is baat say inkar nahin kar saktay ....
yeh bohat common hai k hum khoobsoorat cheez per nazar partay hi WAH kahtay hai yani tareef kartay hain ,,is ka matlab yahi hai na k hum impress ho k tareef kartay hain...aur buri cheez ko daikh k nazar phair laitay hain