Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
is dream ko haqeeqat main badalna ziada mushkil nahin sahaili...bas apnay qareeb k kisi bhi shakhs say shurroo karo...tum apnay hissay ka farz nibhao...ahista ahista qafila banta chala jaye ga
Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
Ruswaion mein ajab ik maza hai Dushwarion mein ajab ik maza hai Kabhi is mefil mein akar to dekho Tanhaeion mein ajab ik maza hai Soraj ko dobhte dekha to samjha Pasteon mein ajab ik maza hai Kabhi ho jo hum per bhi nazre karam In inyaton mein ajab ik maza hai Na hum un ko samjhe na woh hum ko samjhe Khushfemeion mein ajab ik maza hai Chale ja rahe hain yu hi be irada Is darbadri mein bhi ajab ik maza hai Mil kar bhi un se door kitne In faslon mein ajab ik maza hai Na kehna koi bewafa un ko yaro In bewafaion mein ajab ik maza hai Na hum kuch kahen gay na who kuch kahein gay Khamosheon mein ajab ik maza hai Apni hi dhun mein guzari hai sayed Meri zindagi mein ajab ik maza hai
Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
Aik church taameer ho raha tha. aik mazdoor khaasi bulandi se gir gya aur ussey khaasi chotein aayein.
aik paadri saab ne jo usse firtey dekha to jaldi se uss ke paas aye aur boley ," Khuda tumhaarey saath tha beta!" mazdoor ne karahtey huye jawab diya," haa'n koi to saath tha , warna mujhey dhakka kon deta" ------------------------------------------------------------ ----------------------------------------
Aik saab makaan ke silsiey mein bohat pareshaan they, bohat tallash basyaar ke baad bhi koi makaan na mila to woh khudkushi ke iraadey se aik pahaar par charney lagey , raastey mein unhein aik tarbooz nazar aaya , unhoon ne ghussey mein tarbooz ko laat maari , aur tarbooz ke 2 tukrey ho gey , andar se aik jin nikla aur kaha, "kya hukam hai merey Aaqa!" uss bandey ne kaha ke aik kamra chahiye rehney ke liye. yeh sun kar jin ne muskaratey huye kaha ," agar rehney ko kamra mil jata to main tarbooz mein rehta" ------------------------------------------------------------ -----------